Search results
Saved words
Showing results for "shust-o-shuu"
Meaning ofSee meaning shust-o-shuu in English, Hindi & Urdu
English meaning of shust-o-shuu
Noun, Feminine
- washing and cleaning
Sher Examples
ba-qadr-e-zarf-e-vuzū mai jo miltī paanī sī
siyāh-rū bhī dam-e-hashr shust-o-shū karte
ba-qadr-e-zarf-e-wuzu mai jo milti pani si
siyah-ru bhi dam-e-hashr shust-o-shu karte
dhonā hai vaqt-e-āḳhir muñh kī mujhe siyāhī
ai ashk-e-sharm ab bhī mauqa hai shust-o-shū kā
dhona hai waqt-e-aKHir munh ki mujhe siyahi
ai ashk-e-sharm ab bhi mauqa hai shust-o-shu ka
mire dil kī ab ai ashk-e-nadāmat shust-o-shū kar de
bas itnā kar ke duniyā se mujhe be-ārzū kar de
mere dil ki ab ai ashk-e-nadamat shust-o-shu kar de
bas itna kar ke duniya se mujhe be-arzu kar de
शुस्त-ओ-शू के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- धुलाई, मँजाई, सफाई, नहाना, धोना,
شُسْت و شُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- شست شو، نہانا، دھونا، صاف کرنا، پاک کرنا
- تصوّف: صفائی و حضورعاشق و معشوق کو کہتے ہیں جو نفسانیت سے معراً ہوں اس سے مراد دل کا ماسوا اللہ سے پاک ہونا
Urdu meaning of shust-o-shuu
- Roman
- Urdu
- shist sho, nahaanaa, dhonaa, saaf karnaa, paak karnaa
- tasavvuphah safaa.ii-o-huzuur aashiq-o-maashuuq ko kahte hai.n jo nafsaaniyat se maaran huu.n is se muraad dil ka maasiva allaah se paak honaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shustoshoo, English meaning of shustoshu
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taab
ताब
.تَاب
endurance, tolerance
[ Jab insan mein dukh sahne ki taab nahin rahti to zindagi ka ant samjha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabit
साबित
.ثابِت
prove, confirm
[ Jurm jab tak sabit na ho jaye sazaa nahin di jaa sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajj
हज्ज
.حَجّ
the obligatory pilgrimage to be performed by every Muslim once in his lifetime
[ Haj ek Islami ibadat hai jiska adaa karna maal-daron par farz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baKHt
बख़्त
.بَخْت
fortune, good fortune, luck
[ Ilm, aamozish, tarbiyat aisi chizain hain jise bakht ki kunji kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-jaa
ब-जा
.بَجا
fit, appropriate, suitable
[ Aap ba-jaa kahte hain lekin har haqiqat suboot ke baghair kamzor hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahbaab
अहबाब
.اَحْباب
friends, dear ones, lovers
[ Aadmi ki pahchan uske ahbab se bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijaab
हिजाब
.حِجاب
modesty, bashfulness, shame
[ Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haajat
हाजत
.حاجَت
hope, wish
[ Aadmi ki ek hajat puri ho jaye to kai paida ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shust-o-shuu)
shust-o-shuu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone