Search results
Saved words
Showing results for "sho'la-zan"
Meaning ofSee meaning sho'la-zan in English, Hindi & Urdu
English meaning of sho'la-zan
Persian, Arabic - Adjective, Singular
- blazing, flashing
- flamy, radiant, resplendent
- (Metaphorically) passionate
Sher Examples
ātish-e-gul chaman ke biich jab hama sū ho shola-zan
apne libās-e-surḳh kī us ko bhaḌak dikhā ki yuuñ
aatish-e-gul chaman ke bich jab hama su ho shola-zan
apne libas-e-surKH ki us ko bhaDak dikha ki yun
zi-bas ki ātish-e-ġham shola-zan hai siine meñ
girīñ haiñ ashk kī jāgah sharār āñkhoñ se
zi-bas ki aatish-e-gham shola-zan hai sine mein
girin hain ashk ki jagah sharar aankhon se
'naqsh' dard-e-qaum hai qalb o jigar meñ shola-zan
jazba-e-ahl-e-vatan kī tarjumāñ hai zindagī
'naqsh' dard-e-qaum hai qalb o jigar mein shola-zan
jazba-e-ahl-e-watan ki tarjuman hai zindagi
शो'ला-ज़न के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण, एकवचन
- जिससे ज्वाला निकलें, आग बरसाने वाला, भड़काने वाला, शोला फेंकने वाला
- बहुत तेज़ जलने वाली आग
- भड़कने वाला
- ( लाक्षणिक) तेज़ी पकड़ने वाला, तेज़, उत्साहित
شُعْلَہ زَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت، واحد
- جس سے شعلے نکلیں، آگ برسانے والا، شعلے پھینکنے والا
- بہت تیز جلنے والی آگ
- بھڑکنے والا
- مجازاً: تیزی پکڑنے والا، تیز، پُرجوش
Urdu meaning of sho'la-zan
- Roman
- Urdu
- jis se shole niklen, aag barsaane vaala, shole phenkne vaala
- bahut tez jalne vaalii aag
- bha.Dakne vaala
- majaaznah tezii paka.Dne vaala, tez, purjosh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of sholajan, English meaning of sholazan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaarii
इख़्तियारी
.اِخْتِیاری
optional
[ Sawal-naame mein do lazimi aur char ikhtiyari sawalat hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHair-KHvaah
ख़ैर-ख़्वाह
.خَیر خواہ
well-wishing, benevolent
[ Aaj ke zamane mein khair-khwah log mushkil se milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazimii
लाज़िमी
.لازِمی
necessary, compulsory
[ Sawalname mein do lazimi aur char ikhityari sawalat hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falaahii
फ़लाही
.فَلاحی
related to welfare, welfare, well-being
[ Jab hukmaran khud be-yaqini ka shikar ho jaye to mulki intizam aur qaum se uske falahi rishte munqate ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taadiibii
तादीबी
.تادِیبی
disciplinary, ameliorative
[ Idaare ke bad-unwan mulazimeen wa arakeen ke khilaf tadibi karwayi ki jayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanib-daarii
जानिब-दारी
.جانِب داری
partiality, favour
[ Sawal-jawab karne ke liye mamur logon se ghair-janib-dari ki ummid ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaalba
मुतालबा
.مُطالَبہ
asking for, demanding
[ Do dhaai hazar ka zewar hai, aur unki pahli biwi ke bachche uska bhi mutalba farma rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaaniyat
'उर्यानियत
.عُرْیانِیَت
nudity
[ Unke romanon mein wo uryaniyat aur barhangi nahin jo padhne walon ke jazbat ko mushta'il karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Hamen janib-dari (Discrimination) se upar uth kar rifah-e-aam ke liye kaam karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'aam
इन'आम
.اِنْعام
reward, award, prize
[ Rahim ko ek lakh rupye inaam mein mile ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (sho'la-zan)
sho'la-zan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone