Search results
Saved words
Showing results for "shigaaf"
Meaning ofSee meaning shigaaf in English, Hindi & Urdu
English meaning of shigaaf
Noun, Masculine, Suffix
- crack, fissure, split, cleft, crevice
- flaw, slit, rent
- splitter, one that splits
- breach
- surgical cut made in skin or flesh, incision
Sher Examples
jis din mirī jabīñ kisī dahlīz par jhuke
us din ḳhudā shigāf mire sar meñ Daal de
jis din meri jabin kisi dahliz par jhuke
us din KHuda shigaf mere sar mein Dal de
shāyad mirī nigāh meñ koī shigāf thā
varna udaas raat kā chehrā to saaf thā
shayad meri nigah mein koi shigaf tha
warna udas raat ka chehra to saf tha
maiñ apnī zaat kī tanhā.ī meñ muqayyad thā
phir is chaTān meñ ik phuul ne shigāf kiyā
main apni zat ki tanhai mein muqayyad tha
phir is chaTan mein ek phul ne shigaf kiya
शिगाफ़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, प्रत्यय
- दरार, झिरी, क्रैक
- किसी वस्तु आदि के फटने पर बीच में पड़ने वाली दरार, ख़ाली जगह, दरज़
- दराज़, दरार, दर्ज़, (प्रत्य.) दरार डालनेवाला, जैसे-‘खाराशिगाफ़' पत्थर में दरार डालनेवाला।
- मुरक्कबात में उमूमन जुज़ु आख़िर के तौर पर, फाड़ने वाला, चीरने वाला के माअनों में मुस्तामल है, जैसे : ख़ारा शिगाफ़, ज़ुहराशिगाफ़ वग़ैरा
- शिगाफ़ दिया हुआ, फटा हुआ, ज़ख़मी
- छिद्र; रंध्र; छेद
- लेखनी आदि के बीच दिया जाने वाला चीरा
- (चिकित्सा) उपचार के उद्देश्य से लगाया जाने वाला चीरा।
شِگاف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، لاحقہ
- شگاف دیا ہوا، پھٹا ہوا، زخمی، درز، دراڑ، دراز، جھری ، دو چیزوں کا درمیانی تنگ فاصلہ
- مرکبات میں عموماً جزو آخر کے طور پر، پھاڑنے والا، چیرنے والا کے معنوں میں مستعمل ہے، جیسے خارا شگاف، زہرہ شگاف وغیرہ
- مانگ، سر کے بالوں کی بالکل وسط یا قدرے ہٹ کر آڑی مانگ کے ذریعہ تقسیم
- (خیّاطی) مشین کی سوئی کے گرد ایک گول کانٹا جس میں تاگہ گزار کر سوئی میں ڈالا جاتا ہے
- (کنایۃً) خامی، نقص، کمی
- (کیمیا) انشقاق، انفلاق، شورہ، نمک وغیرہ یا کسی الکلی کا بیچ سے دو ٹکڑے ہونا، بال پڑنا
- چِراؤ جو قلم میں دیتے ہیں، وہ خط جو قلم میں ڈالتے ہیں
- چیرا (جو زخم کو صاف کرنے یا خون نکالنے کے لیے دیا جائے) نشتر لگانے کا عمل
- زخم
- قطار میں کھڑے ہونے والوں کے درمیان فاصلہ ، خالی جگہ ، دوری
- کنگھا یا کنگھی کے دندانوں کا فاصلہ.
Urdu meaning of shigaaf
- Roman
- Urdu
- shigaaf diyaa hu.a, phaTaa hu.a, zaKhmii, darz, daraa.D, daraaz, jhurrii, do chiizo.n ka daramyaanii tang faasila
- murakkabaat me.n umuuman juzu aaKhir ke taur par, phaa.Dne vaala, chiirne vaala ke maaano.n me.n mustaamal hai, jaise Khaaraa shigaaf, zuhraashigaaf vaGaira
- maang, sar ke baalo.n kii bilkul vast ya qadre hiT kar aa.Dii maang ke zariiyaa taqsiim
- (KhiiXyaatii) mashiin kii so.ii ke gard ek gol kaanTaa jis me.n taagaa guzaar kar so.ii me.n Daala jaataa hai
- (kanaa.en) Khaamii, nuqs, kamii
- (kiimiya) inshiqaaq, infilaaq, shoraa, namak vaGaira ya kisii alklii ka biich se do Tuk.De honaa, baal pa.Dnaa
- chiraa.o jo qalam me.n dete hain, vo Khat jo qalam me.n Daalte hai.n
- chiiraa (jo zaKham ko saaf karne ya Khuun nikaalne ke li.e diyaa jaaye) nashtar lagaane ka amal
- zaKham
- qataar me.n kha.De hone vaalo.n ke daramyaan faasila, Khaalii jagah, duurii
- kanghaa ya kanghii ke dandaano.n ka faasila
Synonyms of shigaaf
Idioms of shigaaf
Rhyming words of shigaaf
Compound words of shigaaf
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of shigaaph, English meaning of shigaf
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (shigaaf)
shigaaf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone