Search results
Saved words
Showing results for "saraasar"
Meaning ofSee meaning saraasar in English, Hindi & Urdu
English meaning of saraasar
Adverb
-
from end to end, from beginning to end, all, the whole, wholly, entirely, throughout, out and out
Example • Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai
Sher Examples
ai chashm jo ye ashk tū bhar laa.ī hai kam-baḳht
is meñ to sarāsar mirī rusvā.ī hai kam-baḳht
ai chashm jo ye ashk tu bhar lai hai kam-baKHt
is mein to sarasar meri ruswai hai kam-baKHt
tire gītoñ kā matlab aur hai kuchh
hamārā dhun sarāsar muḳhtalif hai
tere giton ka matlab aur hai kuchh
hamara dhun sarasar muKHtalif hai
ruuh kī gahrā.iyoñ meñ Duub kar dekhā karo
ek dhokā hai nazar kā ye sarāsar sāmne
ruh ki gahraiyon mein Dub kar dekha karo
ek dhoka hai nazar ka ye sarasar samne
aarzū lutf talab ishq sarāsar nākām
mubtalā zindagi-e-dil inhīñ auhām meñ hai
aarzu lutf talab ishq sarasar nakaam
mubtala zindagi-e-dil inhin auham mein hai
ham jo kahte haiñ sarāsar hai ġhalat
sab bajā aap jo farmā.iyegā
hum jo kahte hain sarasar hai ghalat
sab baja aap jo farmaiyega
सरासर के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
-
इस सिरे से उस सिरे तक, कुलीन, बिलकुल, सारे का सारा
उदाहरण • ग़ल्ती सरासर उसकी थी जो अदालत में मुद्दई बना हुआ है
- (हिंदू) देवता, भूत-प्रेत
سَراسَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
-
اس سرے سے اس سِرے تک، کلیتہً، بالکل، تمام کا تمام
مثال • غلطی سراسر اس کی تھی جو عدالت میں مدعی بنا ہوا ہے
- (ہندو) دیوتا، بھوت پریت
Urdu meaning of saraasar
- Roman
- Urdu
- is sire se is sire tak, kulliytan, bilkul, tamaam ka tamaam
- (hinduu) devtaa, bhuut priit
Synonyms of saraasar
Related searched words
saraasar
from end to end, from beginning to end, all, the whole, wholly, entirely, throughout, out and out
saraasarii
سونے یا چاندی کے پُھول یا سِکّے، جو بطور جھالر، دامن یا پلّو کے کور پر ٹان٘کے جاتے ہیں، زری جھالر
khare se khoTaa aise ko saraasar TuuTaa
بد نیّت کے کام میں کبھی برکت نہیں ہوتی ، جو شخص نیک سے بدی کرے وہ نقصان اُٹھاتا ہے.
Showing search results for: English meaning of sarasar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farefta
फ़रेफ़्ता
.فَریفْتَہ
charmed, fascinated, enamoured of, infatuated (with)
[ Krishn ki bansuri sun kar Gokul ke bashinde farefta ho gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aalamii
'आलमी
.عالَمی
international, worldwide, global, worldly, mundane
[ Technic mein taraqqi aalami satah par badi tez-raftari se ho rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaaniin
क़वानीन
.قَوانِین
canons, rules, laws, ordinances, statutes
[ Aajkal kuch log sarkari qavanin ki khilaf-varzi khub dhadalle se kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
san'atii
सन'अती
.صَنْعَتی
industrial, artistic
[ Be-rozgari dur karne ke liye logon ko san'ati talim di jani chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bohraan
बोहरान
.بُحْران
crisis, critical situation
[ Hadsati fund qahat, zalzale waghaira jaise daf'atan aane wale bohran ke liye hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehr
सेहर
.سِحْر
magic, sorcery
[ Jadugar ne apne fann-e-sehr ka istemal karke Jawed ko apne qabu mein kar liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inqilaab
इंक़िलाब
.اِنْقِلاب
revolution, vicissitude, change of rule
[ Pahli aalami jang ke baad Europe mein san'ati inqilab aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazmaa.ish
आज़माइश
.آزْمائِش
trial, test, proof, essay
[ Sachche dost ki aazmaish mushkil waqton mein hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naagahaanii
नागहानी
.ناگَہانی
unexpected, accidental, sudden occurrence
[ Nagahani haadsat se nimatne ke liye har aspatal mein nagahani ward hua karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaahish
ख़्वाहिश
.خواہِش
desire, wish, will
[ Zaruri nahin ki insan ki har ek khwahish puri ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (saraasar)
saraasar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone