Search results
Saved words
Showing results for "samto.n"
Meaning ofSee meaning samto.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of samto.n
Noun, Feminine, Plural
- directions
Sher Examples
baiThe the jab to saare parinde the saath saath
uḌte hī shāḳh se ka.ī samtoñ meñ baT ga.e
baiThe the jab to sare parinde the sath sath
uDte hi shaKH se kai samton mein baT gae
chaar jānib chīḳhtī samtoñ kā shor
hāñpte saa.e thakan aur inhitāt
chaar jaanib chiKHti samton ka shor
hanpte sae thakan aur inhitat
zehn meñ ajnabī samtoñ ke haiñ paikar lekin
dil ke ā.īne meñ sab aks purāne nikle
zehn mein ajnabi samton ke hain paikar lekin
dil ke aaine mein sab aks purane nikle
bain kartī huī samtoñ se na Darnā 'bānī'
aisī āvāzeñ to is raah meñ aam ā.eñgī
bain karti hui samton se na Darna 'bani'
aisi aawazen to is rah mein aam aaengi
सम्तों के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग, बहुवचन
- दिशाएं
سَمْتَوں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، جمع
- رخ، جانب
Urdu meaning of samto.n
- Roman
- Urdu
- ruKh, jaanib
Related searched words
Showing search results for: English meaning of samton
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajaamat
हजामत
.حَجامَت
shaving, haircut
[ Juma ko log aam taur par ghusl aur hajamat banate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader, conductor, pilot
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraamosh
फ़रामोश
.فَراموش
forgetfulness
[ Zindagi ke bahut sare waqiat qabil-e-faramosh hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaa.iq
शाइक़
.شائِق
desirous, fond, ardent, longing for
[ Jo saheb ki shaaeq aur kharidar is akhbar ke hoven apni darkhwasten rawana karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabistaa.n
शबिस्ताँ
.شَبِستاں
a bed-chamber, a bed
[ Us samaj par tashaddud is qadr hua ki ye jo ladki byaah kar le aate pahle unke shabistan-e-aish mein jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaziya
ए'ज़ाज़िया
.اِعْزازِیَہ
honorarium
[ Mumtahin hazarat ko panch-panch saur rupya ezaziya diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaafiz
मुहाफ़िज़
.مُحافِظ
protector, defender, guard
[ Hamare muhafizon ne Agra jate hue ek lalach diya tha ki Agra se jaldi wapasi karoge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa.n
ज़ियाँ
.زِیاں
damage, loss, detriment
[ Awam nuqsan aur ziyan ke ehsas se mutmain sabr-o-qanaa'at ke laq-o-daq (bleak and barren) sahra mein abad thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaar
इख़्तियार
.اِخْتِیار
authority, control
[ Har shakhs ko ikhtiyar hai ki apni marzi chalaye lekin dosron ka haq marne ka ikhtiyar use nahin diya ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruKHsaar
रुख़्सार
.رُخْسار
cheek
[ Zeba ne school ke darwaza par apne bachche ke rukhsar ko bosa dia aur rukhsat ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (samto.n)
samto.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone