Search results
Saved words
Showing results for "saf-e-maatam"
Meaning ofSee meaning saf-e-maatam in English, Hindi & Urdu
English meaning of saf-e-maatam
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- mourners' mat, carpet spread for mourners and condolers to sit on
- an ensemble of professional mourners
Sher Examples
zulf khole hue aa.e ho saf-e-mātam meñ
ḳhuub sūjhā amal-e-radd-e-balā mere ba.ad
zulf khole hue aae ho saf-e-matam mein
KHub sujha amal-e-radd-e-bala mere baad
saf-e-mātam kī tayyārī kahīñ shahnā.iyāñ sargarm
dikhātī hai ye duniyā rang kyā kyā ham ne dekhā hai
saf-e-matam ki tayyari kahin shahnaiyan sargarm
dikhati hai ye duniya rang kya kya hum ne dekha hai
jo baiThā hai saf-e-mātam bichhā.e marg-e-zulmat par
vo nauhagar hai ḳhatre meñ vo dānish-var hai ḳhatre meñ
jo baiTha hai saf-e-matam bichhae marg-e-zulmat par
wo nauhagar hai KHatre mein wo danish-war hai KHatre mein
सफ़-ए-मातम के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- वह फ़र्श जिस पर मृत्युशोक प्रकट करने के लिए लोग एकत्र हो, मातम करना, मातम की क़तार, वो फ़र्श जिस पर मातम करने वाले बैठें,
صَفِ ماتَم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- ۱. ماتم کی قطار ، وہ فرش جس پر ماتم کرنے والے بیٹھیں.
- ماتم کرنا ، کسی کی موت پر آہ و بکا ، گریہ و زاری کرنا.
- ۲. خاص گروہ جو مجلس میں من٘بر نشیں کے بیان پر موقع موقع سے آہ و بکا زاری اور ماتم کرتے نیز وہ سیاہ فرش جس پر ماتمی بیٹھے ہوں.
Urdu meaning of saf-e-maatam
- Roman
- Urdu
- ۱. maatam kii qataar, vo farsh jis par maatam karne vaale baiThe.n
- maatam karnaa, kisii kii maut par aah-o-baka, giriya-o-zaarii karnaa
- ۲. Khaas giroh jo majlis me.n mimbar nashii.n ke byaan par mauqaa mauqaa se aah-o-baka zaarii aur maatam karte niiz vo syaah farsh jis par maatamii baiThe huu.n
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of safemaatam, English meaning of safematam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (saf-e-maatam)
saf-e-maatam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone