Search results
Saved words
Showing results for "sabr-o-shakeb"
Meaning ofSee meaning sabr-o-shakeb in English, Hindi & Urdu
English meaning of sabr-o-shakeb
Noun, Masculine, Singular
- patience and endurance
Sher Examples
sun ke adā-e-ġham kī tere sabr-o-shakeb haiñ bhāgne par
paañv Thaharne mushkil haiñ jab dhaak parā.ī baiTh ga.ī
sun ke ada-e-gham ki tere sabr-o-shakeb hain bhagne par
panw Thaharne mushkil hain jab dhak parai baiTh gai
dushman kī jeb meñ tum sabr-o-shakeb meñ ham
tum dast-e-kotahī ho pā-e-nigār haiñ ham
dushman ki jeb mein tum sabr-o-shakeb mein hum
tum dast-e-kotahi ho pa-e-nigar hain hum
ik mukammal azaab haiñ donoñ
aap kā zulm merā sabr-o-shakeb
ek mukammal azab hain donon
aap ka zulm mera sabr-o-shakeb
सब्र-ओ-शकेब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- सहन, बर्दाश्त, धीरज
صَبْر و شَکیب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- ضبط و برداشت، قرار اور ٹھہراؤ
Urdu meaning of sabr-o-shakeb
- Roman
- Urdu
- zabat-o-bardaasht, qaraar aur Thahraav
Showing search results for: English meaning of sabroshakeb, English meaning of sabroshaqeb
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaziya
ए'ज़ाज़िया
.اِعْزازِیَہ
honorarium
[ Mumtahin hazarat ko panch-panch saur rupya ezaziya diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sham'
शम'
.شَمْع
wax candle, candle, lamp
[ Dipawali ke din har kone mein shama raushan ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruKHsaar
रुख़्सार
.رُخْسار
cheek
[ Zeba ne school ke darwaza par apne bachche ke rukhsar ko bosa dia aur rukhsat ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zehn
ज़ेहन
.ذہن
brain, mind, mental faculty, genius, sagacity, understanding
[ Jawed ka betaa zehn se kamzor tha is liye usko padhayi mein mushkil pesh a rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zanaKHdaan
ज़नख़दान
.زَنَخْدان
the chin, dimple in the chin
[ Mashuq ke chaah-e-zanakhdan mein maujood kaala til aashiq ko be-khud kar deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
husn
हुस्न
.حُسْن
beauty, elegance, comeliness
[ Malika ke gale mein besh-qimati jawahiri har unke husn ko do-bala kar raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
half-bardaarii
हल्फ़-बरदारी
.حَلْف بَرْداری
oath-taking, swearing
[ Wazir-e-Aazam ki half-bardari ke sath hi nayi hukoomat amal mein aa gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaar
इख़्तियार
.اِخْتِیار
authority, control
[ Har shakhs ko ikhtiyar hai ki apni marzi chalaye lekin dusron ka haq marne ka ikhtiyar use nahin diya ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zahiin
ज़हीन
.ذَہِین
intelligent, ingenious
[ Zaheen bachche zyaada savaalaat karte hain taki vo chizon ko behtar samajh sakein ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajaamat
हजामत
.حَجامَت
tonsure, shaving, haircut
[ Juma ko log aam taur par ghusl aur hajamat banate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (sabr-o-shakeb)
sabr-o-shakeb
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone