Search results
Saved words
Showing results for "reKHta"
Meaning ofSee meaning reKHta in English, Hindi & Urdu
English meaning of reKHta
Noun, Masculine
Explanatory Video
Sher Examples
ab na 'ġhālib' se shikāyat hai na shikva 'mīr' kā
ban gayā maiñ bhī nishāna reḳhta ke tiir kā
ab na 'ghaalib' se shikayat hai na shikwa 'mir' ka
ban gaya main bhi nishana reKHta ke tir ka
jo ye kahe ki reḳhta kyūñke ho rashk-e-fārsī
gufta-e-'ġhālib' ek baar paḌh ke use sunā ki yuuñ
jo ye kahe ki reKHta kyunke ho rashk-e-farsi
gufta-e-'ghaalib' ek bar paDh ke use suna ki yun
yaar ke aage paḌhā ye reḳhta jā kar 'nazīr'
sun ke bolā vāh-vāh achchhā kahā achchhā kahā
yar ke aage paDha ye reKHta ja kar 'nazir'
sun ke bola wah-wah achchha kaha achchha kaha
रेख़्ता के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- उर्दू भाषा, उर्दू भाषा का आरंभिक नाम, मिली-जुली भाषा अर्थात उर्दू
- (कविता) उर्दू ग़ज़ल, एक प्रकार की काव्य-विद्या जिसमेंं फ़ारसी-हिंदी मिला कर काव्य-रचना की जाती है
- निर्माण मे प्रयोग होने वाला मसाला, चूना और गच या गारा जो पक्की दीवार चुनने और अस्तरकारी के काम आता है
ریخْتَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- اردو زبان کا ابتدائی نام، اردو زبان جو مختلف زبانوں کا مرکب ہے
- (شعر) ایک شعری صنف جس میں دو زبانوں میں مخلوط کلام ہو، جیسے ایک مصرع یا ٹکڑا فارسی کا ہو دوسرا اردو یا برج بھاشا کا، نیز اردو غزل یا شاعری کے لیے مستعمل
- عمارتی مسالہ، چونا اور گچ یا گارا جو پختہ دیوار چننے اور استرکاری کے کام آتا ہے
صفت
- جھڑا یا گرا ہوا، گرا پڑا، ڈھایا ہوا، ٹوٹا پھوٹا، شکستہ
- مختلف اجزا کو ملا کر یا جوڑ کر بنایا ہوا، مخلوط، آمیختہ
Urdu meaning of reKHta
- Roman
- Urdu
- urduu zabaan ka ibatidaa.ii naam, urduu zabaan jo muKhtlif zabaano.n ka murkkab hai
- (shear) ek shearii sinaf jis me.n do zabaano.n me.n maKhluut kalaam ho, jaise ek misraa ya Tuk.Daa faarsii ka ho duusraa urduu ya brajbhaasha ka, niiz urduu Gazal ya shaayarii ke li.e mustaamal
- imaartii masaala, chuunaa aur gach ya gaaraa jo puKhtaa diivaar chunne aur astarkaarii ke kaam aataa hai
- jha.Daa ya gira hu.a, gira pa.Daa, Dhaayaa hu.a, TuuTaa phuuTaa, shikasta
- muKhtlif ajaza ko mila kar ya jo.D kar banaayaa hu.a, maKhluut, aameKhtaa
Synonyms of reKHta
Rhyming words of reKHta
Compound words of reKHta
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (reKHta)
reKHta
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone