Search results
Saved words
Showing results for "qaazii kii lau.nDii marii, saaraa shahr aayaa, qaazii maraa, ko.ii na aayaa"
Meaning ofSee meaning qaazii kii lau.nDii marii, saaraa shahr aayaa, qaazii maraa, ko.ii na aayaa in English, Hindi & Urdu
क़ाज़ी की लौंडी मरी, सारा शहर आया, क़ाज़ी मरा, कोई न आया के हिंदी अर्थ
- बड़े एवं अमीर आदमी के जीवन काल में लोग ख़ुशामद अर्थात चापलूसी करते हैं परंतु उसके मरने के बा'द कोई उसका नाम तक नहीं लेता
- क़ाज़ी की लोंडी के मरने पर सारा शहर मातमपुर्सी के लिए गया लेकिन स्वयं क़ाज़ी के मरने पर कोई उनके दरवाज़े पर नहीं गया
- बहुत से काम बड़े आदमियों को ख़ुश करने के लिए ही किए जात हैं, उनके मरने पर उन्हें कोई नहीं पूछता क्योंकि फिर उनसे कोई काम नहीं
قاضی کی لَونْڈی مَری، سارا شَہر آیا، قاضی مَرا، کوئی نَہ آیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- بڑے آدمی کی زندگی میں لوگ خوشامد کرتے ہیں اس کے مرنے کے بعد کوئی اس کا نام تک نہیں لیتا
- قاضی کی لونڈی کے مرنے پر سارا شہر ماتم پرسی کے لئے گیا لیکن خود قاضی کے مرنے پر کوئی ان کے دروازے پر نہیں گیا
- بہت سے کام بڑے آدمیوں کو خوش کرنے کے لئے کئے جاتے ہیں، ان کے مرنے پر انہیں کوئی نہیں پوچھتا کیونکہ پھر ان سے کوئی کام نہیں
Urdu meaning of qaazii kii lau.nDii marii, saaraa shahr aayaa, qaazii maraa, ko.ii na aayaa
- Roman
- Urdu
- ba.De aadamii kii zindgii me.n log Khushaamad karte hai.n is ke marne ke baad ko.ii is ka naam tak nahii.n letaa
- qaazii kii launDii ke marne par saaraa shahr maatampursii ke li.e gayaa lekin Khud qaazii ke marne par ko.ii un ke darvaaze par nahii.n gayaa
- bahut se kaam ba.De aadmiiyo.n ko Khush karne ke li.e ki.e jaate hain, un ke marne par unhe.n ko.ii nahii.n puuchhtaa kyonki phir un se ko.ii kaam nahii.n
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of kaazi ki laundi mari, English meaning of saaraa shahr aayaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (qaazii kii lau.nDii marii, saaraa shahr aayaa, qaazii maraa, ko.ii na aayaa)
qaazii kii lau.nDii marii, saaraa shahr aayaa, qaazii maraa, ko.ii na aayaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone