Search results
Saved words
Showing results for "paimaana-e-'umr"
Meaning ofSee meaning paimaana-e-'umr in English, Hindi & Urdu
English meaning of paimaana-e-'umr
- glass of lifetime, age
Sher Examples
paimāna-e-umr kī tarah se
har lamha chhalak rahā huuñ kab se
paimana-e-umr ki tarah se
har lamha chhalak raha hun kab se
mahrūmī-e-qismat kyā kahiye ehsān kiyā kab saaqī ne
paimāna-e-umr chhalak hī gayā jab haath meñ apne jaam liyā
mahrumi-e-qismat kya kahiye ehsan kiya kab saqi ne
paimana-e-umr chhalak hi gaya jab hath mein apne jam liya
nashsha thā chaḌhāo par sahar-dam
paimāna-e-umr ghaT rahā thā
nashsha tha chaDhao par sahar-dam
paimana-e-umr ghaT raha tha
Urdu meaning of paimaana-e-'umr
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of paimaanaeumr, English meaning of paimanaeumr
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadami ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadami ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (paimaana-e-'umr)
paimaana-e-'umr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone