Search results
Saved words
Showing results for "nigaah-e-multafit"
Meaning ofSee meaning nigaah-e-multafit in English, Hindi & Urdu
English meaning of nigaah-e-multafit
Noun, Feminine
- glance of infatuation
Sher Examples
o nigāh-e-multafit be-fā.eda hai iltifāt
dard hī dil meñ nahīñ hai ab davā se kyā ġharaz
o nigah-e-multafit be-faeda hai iltifat
dard hi dil mein nahin hai ab dawa se kya gharaz
bas ho nigāh-e-multafit jān-o-jigar bahāl ho
baiThe haiñ multajī sabhī mahfil-e-jāñ ke ās-pās
bas ho nigah-e-multafit jaan-o-jigar bahaal ho
baiThe hain multaji sabhi mahfil-e-jaan ke aas-pas
us nigāh-e-multafit kā mujh se phirnā thā 'jalīl'
ārzūoñ ke gulistāñ meñ ḳhizāñ sī chhā ga.ī
us nigah-e-multafit ka mujh se phirna tha 'jalil'
aarzuon ke gulistan mein KHizan si chha gai
निगाह-ए-मुल्तफ़ित के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- मुहब्बत की नज़र
نِگاہ مُلتَفِت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- التفات کی نظر ، محبت کی نظر
Urdu meaning of nigaah-e-multafit
- Roman
- Urdu
- ilatifaat kii nazar, muhabbat kii nazar
Showing search results for: English meaning of nigaahemultafit, English meaning of nigaahemultaphit
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shah-maat
शह-मात
.شَہ مات
checkmate
[ Badshah jo shatranj mein rukh mang raha tha Padmawat ka rukhsar dekhte hi shah-maat ho gayaa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aazim
'आज़िम
.عازِم
determined, bound (for a place)
[ Jang khatm hone par ye Chatagang mein hathiyar dalne ke bajaye aazim-e-Barma huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHalaa-baaz
ख़ला-बाज़
.خَلا باز
astronaut, space traveler
[ Pahli parwaz ke baad ab muta.addid (many) khalaabaz khala (space) mein parwaz karenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falak
फ़लक
.فَلَک
sky, sphere
[ Zamin par baithe-baithe falak aur ajram-e-falaki (heavenly bodies) se naata-rishta unhone joda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laziiz
लज़ीज़
.لَذِیذ
delicious, tasty, savoury
[ Rukhsat ke waqt mezban unhen laziz khanon ka packet pesh karta hai ki agle roz itminan se nosh farmayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tifl
तिफ़्ल
.طِفْل
infant, child
[ Musailma ne dawa kiya tha ki meri tasdiq (attestation) par har tifl gawahi dega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
friend
[ Mushkil waqt mein aziz aur habib hi kaam aate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'is
बा'इस
.باعِث
cause, reason, motive
[ Panchayat ka faisla na manne ke baais ganv walon ne Zaid ka huqqa-pani band kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nigaah-e-multafit)
nigaah-e-multafit
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone