Search results
Saved words
Showing results for "nafrat"
Meaning ofSee meaning nafrat in English, Hindi & Urdu
English meaning of nafrat
Noun, Feminine
-
abomination, hate, hatred, detestation, abhorrence
Example • Nafrat ka jawaab nafrat se nahin balki mohabbat se dena hi asl bahaaduri hai
-
disgust, loathing
Example • Chhipkali ek bad-surat janwar hai jis ko dekh kar nafrat hoti hai
Sher Examples
ijāzat ho to maiñ ik jhuuT bolūñ
mujhe duniyā se nafrat ho ga.ī hai
ijazat ho to main ek jhuT bolun
mujhe duniya se nafrat ho gai hai
log nafrat kī fazāoñ meñ bhī jī lete haiñ
ham mohabbat kī havā se bhī Darā karte haiñ
log nafrat ki fazaon mein bhi ji lete hain
hum mohabbat ki hawa se bhi Dara karte hain
mujh se nafrat hai agar us ko to iz.hār kare
kab maiñ kahtā huuñ mujhe pyaar hī kartā jaa.e
mujh se nafrat hai agar us ko to izhaar kare
kab main kahta hun mujhe pyar hi karta jae
ḳhudā se kyā mohabbat kar sakegā
jise nafrat hai us ke aadmī se
KHuda se kya mohabbat kar sakega
jise nafrat hai us ke aadmi se
pilā de ok se saaqī jo ham se nafrat hai
piyāla gar nahīñ detā na de sharāb to de
pila de ok se saqi jo hum se nafrat hai
piyala gar nahin deta na de sharab to de
नफ़रत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
किसी व्यक्ति या वस्तु के प्रति होने वाली इतनी विरक्ति कि उसे देखना भी असह्य हो, अरुचि
उदाहरण • नफ़रत का जवाब नफ़रत से नहीं बल्कि मोहब्बत से देना ही अस्ल बहादुरी है
-
घृणा, घिन
उदाहरण • छिपकली एक बदसूरत जानवर है जिसको देख कर नफ़रत होती है
نَفرَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
کسی چیز سے بھاگنا، بیزاری، انتہائی ناپسندیدگی، اکراہ، تنفر (محبت کی ضد)
مثال • نفرت کا جواب نفرت سے نہیں بلکہ محبت سے دینا ہی اصل بہادری ہے
-
کراہت، گھن
مثال • چھپکلی ایک بدصورت جانور ہے جس کو دیکھ کر نفرت ہوتی ہے
Urdu meaning of nafrat
- Roman
- Urdu
- kisii chiiz se bhaagnaa, bezaarii, intihaa.ii naapsandiidgii, ikraah, tanaffur (muhabbat kii zid
- karaahat, ghun
Antonyms of nafrat
Compound words of nafrat
Idioms of nafrat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naphrat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehtijaaj
एहतिजाज
.اِحْتِجاج
protest, objection, outcry
[ Burayi ke khilaf ba-aawaz-e-baland ehtijaj karte rahen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pas-maanda
पस-मांदा
.پَس مانْدَہ
backward, deprived
[ Pasmanda ilaqon mein beshtar mariz dawa ki kami ke sabab mar jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabla
तबला
.طَبْلَہ
a small drum, tabla
[ Har jahaz par ek-ek taaifa (Group) tha, been, rabab, tabla, sarangi waghaira ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
navaazish
नवाज़िश
.نَوازِش
kindness, politeness, courtesy, favour
[ Janab Maulvi Bashiruddin Sahab ko Nadwa ke haal par jo qadim nawazish hai waqtan-fawaqtan uska zuhoor hota rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tayyaara
तय्यारा
.طَیّارَہ
aeroplane
[ Hindustan se rozana saikdon taiyyare udaan bharte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shu'aa'
शु'आ'
.شُعاع
ray of the sun, beam
[ Suraj ki tez shuaaen jahaz par pad rahi thin, samundar ka pani sakit tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guzaarish
गुज़ारिश
.گُزارِش
request, application
[ Chairman ki guzarish par police ne ehtijaj mein shamil logon ko chhod diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
islaahaat
इस्लाहात
.اِصْلاحات
amendment in National Affairs
[ Logon ne na to islahat ki asaliyat ko samjha hai, na wo qanoon ke mansha aur maqsad ki tah tak pahunche hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aziyyat
अज़िय्यत
.اَذِیَّت
wanton injury, molestation, annoyance, oppression
[ Maidan-e-jang mein shumar se kharij (countless) aadami har-har tarah kuchal kar aur aziyat jhel kar mare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa.ifa
ताइफ़ा
.طائِفَہ
band of roving minstrels and musicians, troupe
[ sab taaifon ne khade ho ke sehra gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nafrat)
nafrat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone