Search results
Saved words
Showing results for "nafaaz"
Meaning ofSee meaning nafaaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of nafaaz
Noun, Masculine
-
enforcement, promulgation
Example • Wazart-e-Dakhla (Foreign Ministry) ne naye faujdari qanun ke liye riyaston ko khat bheja
- penetrating, pervading, piercing through, penetration, going forth, being issued, passing, leaving behind
- escape (from an enemy)
Adjective
- arrived, reached coming, being brought, (as a letter)
- issued or obeyed (as an order)
Sher Examples
ham ne paayā ham ne dekhā jā-ba-jā
ishq-e-sādiq husn-e-kāmil kā nafāz
hum ne paya hum ne dekha ja-ba-ja
ishq-e-sadiq husn-e-kaamil ka nafaz
mar ga.e lākhoñ galā ḳhud kaaT kar
allāh allāh teġh-e-qātil kā nafāz
mar gae lakhon gala KHud kaT kar
allah allah tegh-e-qatil ka nafaz
aap ke dil kā mire dil kā nafāz
kyā kare maqtūl-o-qātil kā nafāz
aap ke dil ka mere dil ka nafaz
kya kare maqtul-o-qatil ka nafaz
नफ़ाज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
किसी आदेश या क़ानून का लागू होना, लागू होना, क्रियान्वयन, निष्पादन
उदाहरण • वज़ारत-ए-दाख़्ला (गृह मंत्रालय) ने नए फ़ौजदारी क़ानून के लिए रियासतों को ख़त भेजा
- किसी चीज़ का दूसरी चीज़ में से गुज़रना या पार होना, जैसे: तीर का निशाना को तोड़ कर पार निकल जाना, गुज़रना, दख़ील होना, सराएत करना
- (छंद) हर्फ़-ए-वसल (दो शब्दों को जोड़नेवाला अक्षर) और ख़ुरूज मज़ीद का गतिशील होना
- गुज़रना, पीछे छोड़ा जाना, दुश्मन से बच जाना
विशेषण
- पहुँचा हुआ, आया हुआ (पत्र)
- जारी किया हुआ, निष्पादित (आदेश)
نَفاذ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
کسی فرمان یا حکم نامے یا قانون کا عائد یا نافذ ہونا، لاگو ہونا، اجرا، صدور، رواج
مثال • وزارت داخلہ نے نئے فوج داری قانون کے نفاز لیے ریاستوں کو خط بھیجا
- کسی چیزکا دوسری چیز میں سے گزرنا یا پار ہونا، جیسے: تیر کا نشانہ کو توڑ کر پار نکل جانا، گزرنا، دخیل ہونا، سرایت کرنا
- (عروض) حرف وصل اور خروج مزید کی حرکت
- گزرنا، پیچھے چھوڑا جانا، دشمن سے بچ جانا
صفت
- پہنچا ہوا ، آیا ہوا (خط)
- صادر شدہ، تعمیل شدہ (حکم)
Urdu meaning of nafaaz
- Roman
- Urdu
- kisii farmaan ya hukm naame ya qaanuun ka aa.id ya naafiz honaa, laaguu honaa, ijraa, saduur, rivaaj
- kisii chiiz ka duusrii chiiz me.n se guzarnaa ya paar honaa, jaiseh tiir ka nishaanaa ko to.D kar paar nikal jaana, guzarnaa, daKhiil honaa, saraa.et karnaa
- (uruuz) harf-e-vasal aur Khuruuj maziid kii harkat
- guzarnaa, piichhe chho.Daa jaana, dushman se bach jaana
- pahunchaa hu.a, aaya hu.a (Khat
- saadar shuudaa, taamiil shuudaa (hukm
Synonyms of nafaaz
Compound words of nafaaz
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of nafaaj, English meaning of nafaj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (nafaaz)
nafaaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone