Search results
Saved words
Showing results for "naaznii.n"
Meaning ofSee meaning naaznii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of naaznii.n
Adjective
- beloved, elegant woman
- sweetheart
Sher Examples
maarā jāvegā bhaag ai nāseh
dekh ye nāznīñ savār aayā
mara jawega bhag ai naseh
dekh ye naznin sawar aaya
hājat nahīñ banāo kī ai nāznīñ tujhe
zevar hai sādgī tire ruḳhsār ke liye
hajat nahin banao ki ai naznin tujhe
zewar hai sadgi tere ruKHsar ke liye
badan par baar hai phūloñ kā saaya
mirā mahbūb aisā nāznīñ hai
badan par bar hai phulon ka saya
mera mahbub aisa naznin hai
نازنیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- نازو ادا والا، نازوں کا پلا، خوبصورت، دل ربا
- (مجازاً) محبوب، معشوق
Urdu meaning of naaznii.n
- Roman
- Urdu
- naazo ada vaala, naazo.n ka pilaa, Khuubsuurat, dil rubaa
- (majaazan) mahbuub, maashuuq
Compound words of naaznii.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naajnin, English meaning of naazneen
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashtarii
तश्तरी
.طَشْتَری
saucer, small plate, salver
[ Gauhar Jaan ki Majaalis-e-Muharram ke hisse chandi ki tashtariyon samet taqsim kiye jate the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mallaah
मल्लाह
.مَلاّح
a boatman, sailor, seaman
[ Englistan chunki jazira hai isliye yahan ke bashindon ko majburan mallah hona chaiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
uneven, odd
[ Chhat ki kadiyan taaq rakhen juft rakhna bahut manhus hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraKHt
दरख़्त
.دَرَخْت
tree
[ Ek hi uchhaal mein bandar darkht par ja baitha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majaalis
मजालिस
.مَجالِس
sessions, assemblies, conferences
[ Har ganv ke bahar koi bada sa darakht hota hai jisse jaa-e-ibadat ka kaam liya jata hai aur majalis hoti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majaal
मजाल
.مَجال
authority, ability, courage
[ Shahida ko mohabbat ki shadi karni thi kisi ki kya majal thi ki dam maar sake ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaziira
जज़ीरा
.جَزِیرَہ
island, isle
[ Jazira ke ghane jangalaat mein chalte huye hamein mukhtalif rangon ke parinde aur khubsoorat phul dekhne ko mile, jin ki tasvirein aaj bhi hamari yaadon mein mahfooz hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aam
त'आम
.طَعام
food, victuals
[ Ta'aam ki mez par tamaam qism ke laziz aur rangin pakwan saje huye the, jo dekhne mein bhi dilkash lag rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faariG
फ़ारिग़
.فارِغ
ceasing (from labour), ending, finishing
[ Meri dadi kahti hain ki jab tum farigh ho, to apne waqt ko zaaye na karo, balki koi na koi taalimi kaam karo jo tumhein achcha insaan banaaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (naaznii.n)
naaznii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone