Search results
Saved words
Showing results for "mustaqil"
Meaning ofSee meaning mustaqil in English, Hindi & Urdu
English meaning of mustaqil
Sher Examples
kyā batā.ūñ dil meñ kis kī yaad kā
ek kāñTā chubh rahā hai mustaqil
kya bataun dil mein kis ki yaad ka
ek kanTa chubh raha hai mustaqil
masarrat zindagī kā dūsrā naam
masarrat kī tamannā mustaqil ġham
masarrat zindagi ka dusra nam
masarrat ki tamanna mustaqil gham
mustaqil boltā hī rahtā huuñ
kitnā ḳhāmosh huuñ maiñ andar se
mustaqil bolta hi rahta hun
kitna KHamosh hun main andar se
ek mausam kī kasak hai dil meñ dafn
mīThā mīThā dard sā hai mustaqil
ek mausam ki kasak hai dil mein dafn
miTha miTha dard sa hai mustaqil
mustaqil ab bujhā bujhā sā hai
āḳhir is dil ko ye huā kyā hai
mustaqil ab bujha bujha sa hai
aaKHir is dil ko ye hua kya hai
मुस्तक़िल के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अटल, स्थिर
- मजबूत, पक्का, जैसे मस्तकिल इरादा
- स्थाई, नियमित, निरंतर, लगातार
- अटल, दृढ़, मुस्तहकम, निश्चिय, साबित क़दम, चिरस्थायी, पाइदार, वह मुलाजिम जो अस्थायी न हो, स्थायी, निरंतर, लगातार
- स्थिर, स्थायी
- दृढ़तापूर्वक स्थापित किया हुआ
- पद विशेष पर स्थायी रूप से नियुक्त
- पक्का
مُسْتَقِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (ریاضی) ایک مقدار جس کے متعلق یہ فرض کر لیا جائے کہ وہ جب تک زیربحث رہے گی اس میں کوئی تبدیلی نہیں آئے گی
- مسلسل، متواتر، لگاتار، بغیر رکے
- استقلال والا، ثابت قدم، پائیدار، پکا، مستحکم، استوار
- مدام، ہمیشہ
- (طبیعیات) عددی مقدار جو کسی نسبت یا قدر کی مظہر ہو جیسے کسی چیز کی مادی خصوصیت جو بعض حالات میں غیر متغیر رہتی ہے، مقادیر مستقلہ و ثابتہ
- اپنی جگہ باقی رہنے والا، ہمیشہ موجود، برقرار، قائم، دائمی (عارضی کا نقیض)
- (مجازاً) غیر متحرک، جو حرکت نہ کرے
- جو بدلا نہ جا سکے، غیر متغیر
- اپنی جگہ ایک آزاد حیثیت رکھنے والا (شخص شے وغیرہ) باقاعدہ، باضابتہ، (ضمنی کا نقیض)
- مخصوص
- مکمل، پورا، باقاعدہ
- خاص مدت تک قائم رہنے والا (ملازم) جو قائم مقام نہ ہو بلکہ اپنی ملازمت پر پکا ہو (عارضی یا وقتی کے مقابل)
- (مجازاً) استقامت کا، تحمل والا
- مطلق العنان، خود مختار
Urdu meaning of mustaqil
- Roman
- Urdu
- (riyaazii) ek miqdaar jis ke mutaalliq ye farz kar liyaa jaaye ki vo jab tak zer-e-bahs rahegii is me.n ko.ii tabdiilii nahii.n aa.egii
- musalsal, mutavaatir, lagaataar, bagair ruke
- istiqlaal vaala, saabit qadam, paaydaar, pakka, mustahkam, ustivaar
- mudaam, hamesha
- (tabiiayaat) addii miqdaar jo kisii nisbat ya qadar kii mazhar ho jaise kisii chiiz kii maaddii Khusuusiiyat jo baaaz haalaat me.n Gair mutaGayyar rahtii hai, muqaadiir masataqlaa-o-saa batta
- apnii jagah baaqii rahne vaala, hamesha maujuud, barqaraar, qaayam, daa.imii (aarizii ka naqiiz
- (majaazan) Gair mutaharrik, jo harkat na kare
- jo badla na ja sake, Gair mutaGayyar
- apnii jagah ek aazaad haisiyat rakhne vaala (shaKhs shaiy vaGaira) baaqaaydaa, baazaabtaa, (zimnii ka naqiiz)
- maKhsuus
- mukammal, puura, baaqaaydaa
- Khaas muddat tak qaayam rahne vaala (mulaazim) jo qaa.im maqaam na ho balki apnii mulaazmat par pakka ho (aarizii ya vaqtii ke muqaabil
- (majaazan) istiqaamat ka, tahammul vaala
- mutlaq ul-anaan, KhudamuKhtaar
Synonyms of mustaqil
Antonyms of mustaqil
Compound words of mustaqil
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mustakil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sultaan
सुलतान
.سُلْطان
king, emperor
[ Badshah ya sultan ke darbar mein aamad par naqeb pukarte the baa-adab, baa-mulahiza, hoshiyar ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majruuhiin
मजरूहीन
.مَجرُوحِین
injured people
[ Train hadisa ke majruhin ko aspatal mein dakhil kar diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iriin
ज़ाइरीन
.زائرین
pilgrims, visitors
[ Ajmer dargah sharif mein Hindu aur Musalman zaaerin yaksan taur par jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarik
तारिक
.تارِک
one who leaves, relinquisher
[ Sufi logon ko tarik-e-duniya ke taur par jana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aasir
मु'आसिर
.مُعاصِر
contemporary, coeval
[ Khwaja Hasan Nizami Sir Mohammad Iqbal ke muaasir adib (literary figure) hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisa
हादिसा
.حادِثَہ
accident, disaster, happening
[ Police ne hadisa ke zimmadar driver ko giraftar kar liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intihaa
इंतिहा
.اِنْتِہا
extremity, finish, end, termination
[ Mahatma Gandhi pul se Ganga nadi ki intiha nahin dikhayi deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufakkir
मुफ़क्किर
.مُفَکِّر
poet, philosopher
[ Zyada se zyada log mufakkir samjhenge aur dabenge goya khasare mein ham phir bhi nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaadim
ख़ादिम
.خادِم
domestic servant, servant, attendant
[ Ali apne walidain ka vafadar khadim hai aur un ki har zaroorat ka khayal rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qurbat
क़ुर्बत
.قُرْبَت
nearness, relationship, vicinity
[ Doston ki qurbat insan ko mushkil halat mein hausla deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mustaqil)
mustaqil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone