Search results
Saved words
Showing results for "mushtarii"
Meaning ofSee meaning mushtarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of mushtarii
Sher Examples
kārvāñ thak kar fazā ke pech-o-ḳham meñ rah gayā
mehr o maah o mushtarī ko ham-ināñ samjhā thā maiñ
karwan thak kar faza ke pech-o-KHam mein rah gaya
mehr o mah o mushtari ko ham-inan samjha tha main
mushtarī dil kā ye kah kah ke banāyā un ko
chiiz anokhī hai na.ī jins hai maal achchhā hai
mushtari dil ka ye kah kah ke banaya un ko
chiz anokhi hai nai jins hai mal achchha hai
mubārak shab-e-qadr se bhī vo shab thī
sahar tak mah o mushtarī kā qirāñ thā
mubarak shab-e-qadr se bhi wo shab thi
sahar tak mah o mushtari ka qiran tha
मुश्तरी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- (ग्रह) सौर जगत का पाँचवाँ और सबसे बड़ा ग्रह, बृहस्पति ग्रह
- गाहक, ग्राहक, खरीददार, क्रेता
- (अभियांत्रिकी) कीमियागरों की परिभाषा, रांग की क़लई
- अगर तारीख़ों में ज़ुहरा के साथ मुशतरी का शब्द आए तो उसका अर्थ दूल्हा के होंगे
- रोमीयों का सबसे बड़ा देवता जिसे गरज और कड़क, बारिश और तूफ़ान, न्याय और मेहमानदारी का देवता माना जाता था
- ( लाक्षणिक) हसीन, सुंदर
مُشْتَری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (ہیئت) نظام شمسی میں سورج کے بعد سب سے بڑا ستارہ، اہل نجوم کے نزدیک فلک ششم کے ایک ستارے کا نام، جو سعد اکبر سمجھا جاتا ہے، گیارہ چاند مشتری کے گرد محو طواف ہیں، جس طرح نو سیارے اپنے اپنے مدار پر سورج کے گرد چکر کاٹ رہے ہیں، اسی طرح یہ گیارہ چاند مشتری کے گرد محو طواف ہیں
- خریدار، مول لینے والا، گاہک
- (مہندسی) کیمیا گروں کی اصطلاح، رانگ کی قلعی
- اگر تاریخوں میں زہرہ کے ساتھ مشتری کا لفظ آئے تو اس کے معنی دولھا ہوں گے
- رومیوں کا سب سے بڑا دیوتا، جسے گرج اور کڑک، بارش اور طوفان، عدل اور مہمان داری کا دیوتا مانا جاتا تھا
- (مجازاً) حسین، خوبصورت
Urdu meaning of mushtarii
- Roman
- Urdu
- (haiyat) nizaam-e-shaamsii me.n suuraj ke baad sab se ba.Daa sitaara, ahal nujuum ke nazdiik falak shusham ke ek sitaare ka naam, jo saad akbar samjhaa jaataa hai, gyaarah chaand mushatrii ke gard mahv tavaaf hain, jis tarah no sayyaare apne apne madaar par suuraj ke gard chakkar kaaT rahe hain, isii tarah ye gyaarah chaand mushatrii ke gard mahv tavaaf hai.n
- Khariidaar, muul lene vaala, gaahak
- (mahanadsii) kiimiya guro.n kii istilaah, raang kii qali.i
- agar taariiKho.n me.n zuhra ke saath mushatrii ka lafz aa.e to is ke maanii duulhaa honge
- romiiyo.n ka sab se ba.Daa devtaa, jise garaj aur ka.Dak, baarish aur tuufaan, adal aur mehmaandaarii ka devtaa maana jaataa tha
- (majaazan) husain, Khuubsuurat
Synonyms of mushtarii
Antonyms of mushtarii
Compound words of mushtarii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mushtaree, English meaning of mushtari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buniyaadii
बुनियादी
.بُنیادی
fundamental, primary, basic, principal
[ ilm insan ki falah-o-bahbood ke liye buniyadi haisiyat rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istisnaa
इस्तिसना
.اِسْتِثْنا
exception, exclusion
[ is aam farman-e-qaza men bachche, booDhe, mard-o-aurat ka kuchh istisna aur imtiyaz na tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ilaaqaa.ii
'इलाक़ाई
.عِلاقائی
local, regional
[ ilaqayi intizamiya is qabil hona chahiye ki wo is jagah ke bashindon ke dilon tak pahunche ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuurvaar
क़ुसूरवार
.قُصُوروار
blameable, culpable
[ Muashare men be-raah-ravi phailane wale qusoorwar thahraye jane chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
avval
अव्वल
.اَوَّل
first, beginning, commencement, first or earlier part
[ yah awwal jang thi jismen England aur France ko fath hasil hui ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-shuguunii
बद-शुगूनी
.بَدْ شُگُونی
deed or words taken as bad omen
[ badkar logon ke sath hamesha bad-shaguni hi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, infamy, dishonour, notoriety, ignominy
[ Daku ki shakl mein Rantakar ko jitni badnami mili is se zyada Rishi Valmiki ki shakl mein mashhoor hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
seh-pahar
सेह-पहर
.سِہ پَہَر
afternoon
[ subah hi subah ham pahunchte the uske baad maulviyon ki jamaat aati thi Rahim Bakhsh Sahab ka number seh-pahar men aata tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurm
जुर्म
.جُرْم
crime, offence, guilt, transgression, illegal act
[ bachchon se mazdoori ke kam karana ek jurm hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aib-juu.ii
'ऐब-जूई
.عَیْب جُوئی
faultfinding, criticism, hypercriticism
[ Nukta-chini aur aib-juyi to sakht nuqsan hai ki nukta-chin khoobiyon se mahroom rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mushtarii)
mushtarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone