Search results
Saved words
Showing results for "musht-e-KHaak"
Meaning ofSee meaning musht-e-KHaak in English, Hindi & Urdu
English meaning of musht-e-KHaak
Noun, Feminine
- ( Literary) handful of dust, human being, man
- (Figurative) man
- (Metaphorically) the world
Sher Examples
aadmī kyā vo na samjhe jo suḳhan kī qadr ko
nutq ne haivāñ se musht-e-ḳhāk ko insāñ kiyā
aadmi kya wo na samjhe jo suKHan ki qadr ko
nutq ne haiwan se musht-e-KHak ko insan kiya
ik silsila havas kā hai insāñ kī zindagī
is ek musht-e-ḳhāk ko ġham do-jahāñ ke haiñ
ek silsila hawas ka hai insan ki zindagi
is ek musht-e-KHak ko gham do-jahan ke hain
ek musht-e-ḳhāk aur vo bhī havā kī zad meñ hai
zindagī kī bebasī kā isti.āra dekhnā
ek musht-e-KHak aur wo bhi hawa ki zad mein hai
zindagi ki bebasi ka istiara dekhna
मुश्त-ए-ख़ाक के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- (शाब्दिक) मुट्ठी भर मिट्टी, मिट्टी की मुट्ठी, मिट्टी की चुटकी
- ( सांकेतिक) तुच्छ, अर्थात: मनुष्य, आदमी
- (लाक्षणिक) संसार
مُشْتِ خاک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- (لفظاً) مٹھی بھر خاک، خاک کی مٹھی، خاک کی چٹکی
- (کنایۃً) بے حقیقت چیز، مراد: انسان
- (مجازاً) کرۂ ارض، دنیا
Urdu meaning of musht-e-KHaak
- Roman
- Urdu
- (lafzan) muTThii bhar Khaak, Khaak kii muTThii, Khaak kii chuTkii
- (kanaa.en) behaqiiqat chiiz, muraadah insaan
- (majaazan) kurra-e-arz, duniyaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mushtekhaak, English meaning of mushtekhak
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naqqaashii
नक़्क़ाशी
.نَقّاشی
carving, engraving
[ Mandir ke khambon mein tarashi gai naqqashi mandir ki jaan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHattaatii
ख़त्ताती
.خَطّاطی
calligraphy, chirography
[ Khat-e-nastaliq rafta-rafta ki hudud se nikal kar naqqashi ki qalam-rau (subordinate) mein dakhil ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dast-bardaar
दस्त-बरदार
.دَسْت بَرْدار
one who withdraws
[ Nizamul-Mashaekh mein Nizami ne Wahidi ko barabar ka sharik kia lekin baad mein wo isse dast-bardar ho gae ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aziyyat
अज़िय्यत
.اَذِیَّت
wanton injury, molestation
[ Maidan-e-jang mein shumar se kharij (countless) aadami har-har tarah kuchal kar aur aziyat jhel kar mare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huduud
हुदूद
.حُدُود
boundaries, limits, confines
[ Ye lashkar Ujjain mein muqim ho kar uske qadmon aur hudood ki hifazat kare ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masarrat
मसर्रत
.مَسَرَّت
pleasure, joy, cheerfulness, happiness
[ Intihaai musarrat ki talash mein log chhoti-chhoti khushiyon ka ehsas nahin kar pate ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'suum
मा'सूम
.مَعْصُوم
an infant, child
[ Dil ne kaha Najma tujhe ab apne masum bachchon ki khatir zinda rahna hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hikmat
हिकमत
.حِکْمَت
cleverness, ingenuity, skill, art
[ Sipah-salar ne kuchh diler jang-juon ko apni hikmat se waqif karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasallii
तसल्ली
.تَسَلّی
contentment, satisfaction, consolation, comfort, solace
[ Sawal-kuninda ke sawalon ka jawab-dehinda ne tasalli bakhsh jawab dia ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laffaazii
लफ्फ़ाज़ी
.لَفّاظی
volubility, verbosity
[ Chaplusi to unhi se ki jati hai ki jo nawab aur amir hon aur sirf laffazi ko pasand karte hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (musht-e-KHaak)
musht-e-KHaak
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone