Search results
Saved words
Showing results for "muqallid"
Meaning ofSee meaning muqallid in English, Hindi & Urdu
English meaning of muqallid
Adjective
- a disciple, a follower
Noun, Masculine
- adherent of any one of the four Sunni Imams
- follower, imitator
Sher Examples
ḳhūbān-e-rozgār muqallid terī haiñ sab
jo chiiz tū kare so vo paave rivāj aaj
KHuban-e-rozgar muqallid teri hain sab
jo chiz tu kare so wo pawe riwaj aaj
ai muqallid bul-havas ham se na kar dāvā-e-ishq
daaġh laala kī tarah rakhte haiñ mādar-zād ham
ai muqallid bul-hawas hum se na kar dawa-e-ishq
dagh lala ki tarah rakhte hain madar-zad hum
'hālī' suḳhan meñ 'sheftā' se mustafīd hai
'ġhālib' kā mo'taqid hai muqallid hai 'mīr' kā
'haali' suKHan mein 'shefta' se mustafid hai
'ghaalib' ka mo'taqid hai muqallid hai 'mir' ka
मुक़ल्लिद के हिंदी अर्थ
विशेषण
- तक्लीद करनेवाला, अनुकारी, अनुकरण करनेवाला, अनुयायी, पैरौ, शिष्य, चेला, मुरीद, मुसल्मानों का वह समुदाय जो खुदा और रसूल के अतिरिक्त चारों इमामों को भी मानता है
مُقَلِّد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (کسی کی) تقلید کرنے والا، نقش قدم پر چلنے والا، بغیر دلیل کے کسی کے قول یا فعل کی پیروی کرنے والا، پیروکار، مرید، معتقد
- (فقہ) سواد اعظم، چاروں اماموں میں سے کسی کو ماننے والا (غیر مقلد کی ضد)
- (اہل تشیع) احکام فروعی میں کسی مجتہد جامع الشرائط کی تقلید کرنے اور اس کے فتوے پر عمل کرنے والا
- نقال، مسخرہ، وہ عورت جس نے گلے میں زنجیر یا ہالا پہنا ہو
- (ع۔بکسر سوم مشدد) صفت تقلید کرنے والا، پیرو، مُرید، معتقد، مسلمانوں کا وہ فرقہ جو چاروں اماموں کو مانتا ہے
Urdu meaning of muqallid
- Roman
- Urdu
- (kisii kii) taqliid karne vaala, naqash-e-qadam par chalne vaala, bagair daliil ke kisii ke qaul ya pheal kii pairavii karne vaala, pairokaar, muriid, motqid
- (fiqh) svaad-e-aazam, chaaro.n imaamo.n me.n se kisii ko maanne vaala (Gair muqallid kii zid
- (ahal-e-tashiia) ahkaam phirvii me.n kisii mujtahid jaami alashraa.it kii taqliid karne aur is ke fatve par amal karne vaala
- naqqaal, masKhraa, vo aurat jis ne gale me.n zanjiir ya haala pahna ho
- (e।baksar som mushaddad) sifat taqliid karne vaala, pairau, muriid, motqid, muslmaano.n ka vo firqa jo chaaro.n imaamo.n ko maanata hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mukallid
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vukalaa
वुकला
.وُکَلا
representatives
[ Shahjahan badshah hua aur sab mulkon ke vukala ke hazir rahne ka hukm diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ranjish
रंजिश
.رَنْجِش
indignation, grief, unpleasantness
[ Hajva (lampooning) ka mazaq rafta-rafta is qadr badha ki jahan kisi se ranjish huyi hajva shuru ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, certain, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raGbat
रग़बत
.رَغْبَت
esteem, affection, pleasure
[ Ik chhoti si baat par dost ka chehra utra hua tha, usne khana bhi raghbat se nahin khaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nasiibaa
नसीबा
.نَصِیبا
fate, fortune
[ Aisa aqida (Belief) hai ki nasiba muta'اyyan karne ke liye Barhama ne Barhama-lekh likha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahiid
शहीद
.شَہِید
a martyr
[ Aiwan (Assembly) mein memran ne kuch pal khamush rah kar shahidon ko khiraj-e-aqidat (Tribute) pesh ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aqiida
'अक़ीदा
.عَقیِدہ
belief, faith
[ Sir David.... ke aqide ke mutabiq corban ka khalis bilor almaas yani hira hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
seh-ra.ngii
सेह-रंगी
.سِہ رَنگی
tree colored, tricolor
[ Sipahi ka jasd-e-khaki (mortal body) Hindustan ke seh-ranghi jhande mein lipta hua darshan ke liye rakha gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paikar
पैकर
.پَیکَر
form, appearance, figure, portrait
[ Hanuman Ji ne Sarsa Rakshasi ke samne dev-paikar shakl ikhtiyar ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huquuq
हुक़ूक़
.حُقُوق
rights, dues, laws, privileges
[ Doctor Bhim Raw Ambedkar ne Hindustan mein Dalit samaj ke logon ke huquq ki ladai ladi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (muqallid)
muqallid
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone