Search results
Saved words
Showing results for "momin"
Meaning ofSee meaning momin in English, Hindi & Urdu
English meaning of momin
Noun, Masculine, Singular
- Muslim strictly following the principles of Islam, true believer, staunch Muslim, orthodox Muḥammadan, believing (in God)
- a name of God
-
(Ridiculing) Musalman weaver
Example • Gulbarga ki Musalman abaadi ka bahut bada hissa bafindon ka hai jo yahan ke asali bashinde aur aam logon ki zaban mein Momin kahlate hain
- (Shia) a person of Shia sect
- (Urdu) pen name of one of the famous Urdu poet Hakim Mohammad Khan
Adjective
- having complete faith, faithful
Sher Examples
ishq kā banda bhī huuñ kāfir bhī huuñ momin bhī huuñ
aap kā dil jo gavāhī de vahī kah lījiye
ishq ka banda bhi hun kafir bhi hun momin bhi hun
aap ka dil jo gawahi de wahi kah lijiye
momin maiñ apne nāloñ ke sadqe ki kahte haiñ
us ko bhī aaj niiñd na aa.ī tamām shab
momin main apne nalon ke sadqe ki kahte hain
us ko bhi aaj nind na aai tamam shab
maiñ hī momin maiñ hī kāfir maiñ hī ka.aba maiñ hī dair
ḳhud ko maiñ sajde karūñgā dil meñ tum ho dil meñ tum
main hi momin main hi kafir main hi kaba main hi dair
KHud ko main sajde karunga dil mein tum ho dil mein tum
मोमिन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- ज़बान से इस्लाम का कलिमा पढ़ने और मन और कर्म से प्रमाणित अथवा सिद्ध करने वाला, ख़ुदा और रसूलों पर और आख़िरत पर ईमान लाने वाला, इस्लाम का पालन करने वाला सच्चा और पक्का मुसलमान
- ख़ुदा का नाम, शांति प्रदान करने वाला
-
(घृणात्मक) मुसलमान जुलाहा
उदाहरण • गुलबर्गा की मुसलमान आबादी का बहुत बड़ा हिस्सा बाफ़िंदों का है जो यहाँ के असली बाशिंदे और आम लोगोंं की ज़बान में मोमिन कहलाते हैं
- (शिया) शिया संप्रदाय का व्यक्ति
- (उर्दू) उर्दू कवि हकीम मोहम्मद ख़ाँ का उपनाम
مومِن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- زبان سے اسلام کا کلمہ پڑھنے اور قلب و عمل سے تصدیق کرنے والا، خدا اور رسولوں پر اور آخرت پر ایمان لانے والا، اسلام کی پیروی کرنے والا سچا اور پکا مسلمان
- خدا تعالیٰ کا نام، امن مہیا کرنے والا یعنی دنیا میں اسباب امن مہیا کرنے والا یا عقبیٰ میں نیکوکاروں کو عذاب سے امن میں رکھنے والا، اگر ایمان سے ماخوذ ہے تو مومن کے معنی ہوئے مصدق یعنی ایمان داروں کے ایمان کو باور کرنے والا
-
(تحقیراً) مسلمان جولاہا
مثال • گلبرگہ کی مسلمان آبادی کا بہت بڑا حصہ بافندوں کا ہے جو یہاں کے اصلی باشندے اور عام لوگوں کی زبان میں مومن کہلاتے ہیں
- (اہل تشیع) شیعہ فرقے کا فرد
- (اردو) اردو شاعر حکیم محمد خاں کا تخلص
Urdu meaning of momin
- Roman
- Urdu
- zabaan se islaam ka kalima pa.Dhne aur qalab-o-amal se tasdiiq karne vaala, Khudaa aur rasuulo.n par aur aaKhirat par i.imaan laane vaala, islaam kii pairavii karne vaala sachchaa aur pakka muslmaan
- Khudaa taala ka naam, aman muhayyaa karne vaala yaanii duniyaa me.n asbaab aman muhayyaa karne vaala ya aqbaa me.n nekokaaro.n ko azaab se aman me.n rakhne vaala, agar i.imaan se maaKhuuz hai to momin ke maanii hu.e musaddiq yaanii i.imaan daaro.n ke i.imaan ko baavar karne vaala
- (tahqiiran) muslmaan jolaahaa
- (ahal-e-tashiia) shiiyaa firqe ka fard
- (urduu) urduu shaayar hakiim muhammad Khaa.n ka taKhallus
Proverbs of momin
Compound words of momin
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (momin)
momin
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone