Search results
Saved words
Showing results for "mauj-e-bahaaraa.n"
Meaning ofSee meaning mauj-e-bahaaraa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of mauj-e-bahaaraa.n
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- wave of spring
Sher Examples
gul khilā.egī na.ī mauj-e-bahārāñ ik roz
TuuT hī jā.eñge qufl-e-dar-e-zindāñ ik roz
gul khilaegi nai mauj-e-bahaaran ek roz
TuT hi jaenge qufl-e-dar-e-zindan ek roz
dil ke zaḳhmoñ pe bhī phūloñ kā gumāñ hotā hai
yaad aa.ī hai tirī mauj-e-bahārāñ kī tarah
dil ke zaKHmon pe bhi phulon ka guman hota hai
yaad aai hai teri mauj-e-bahaaran ki tarah
pahle thā mauj-e-bahārāñ dil ke lahrāne kā naam
maskan-e-barq-e-tapāñ hai ab to kāshāne kā naam
pahle tha mauj-e-bahaaran dil ke lahrane ka nam
maskan-e-barq-e-tapan hai ab to kashane ka nam
मौज-ए-बहाराँ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- बहार के मौसम की तरंग, वसंत की लहर, खुशी का मौसम
مَوج بَہاراں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- بہار کے موسم کی ترنگ، سر خوشی کی فضا
Urdu meaning of mauj-e-bahaaraa.n
- Roman
- Urdu
- bihaar ke mausam kii tarang, sar Khushii kii fizaa
Showing search results for: English meaning of maujebahaaraan, English meaning of maujebaharan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yah kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufiid
मुफ़ीद
.مُفِید
useful, beneficial
[ Pudine ki pattiyan pet ke liye bahut mufid hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رَس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mauj-e-bahaaraa.n)
mauj-e-bahaaraa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone