Search results
Saved words
Showing results for "maKHmal"
Meaning ofSee meaning maKHmal in English, Hindi & Urdu
English meaning of maKHmal
Noun, Feminine
- velvet, velure,
- a silky densely piled fabric with a plain back
Sher Examples
mulā.em peT maḳhmal sā kalī sī naaf kī sūrat
uThā siina safā peḌū ajab joban kī naarī hai
mulaem peT maKHmal sa kali si naf ki surat
uTha sina safa peDu ajab joban ki nari hai
ab to shabnam kā har ik motī hai kañkar kī tarah
haañ usī gulshan pe chhāyā thā kabhī maḳhmal kā rañg
ab to shabnam ka har ek moti hai kankar ki tarah
han usi gulshan pe chhaya tha kabhi maKHmal ka rang
'anīs' maḳhmal o diibā se kyā faqīroñ ko
isī zamīn ko ham farsh-e-ḳhvāb samjhe haiñ
'anis' maKHmal o diba se kya faqiron ko
isi zamin ko hum farsh-e-KHwab samjhe hain
मख़मल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कोमल कपड़ा, (पार्चाबाफ़ी) एक निहायत नरम और मुलाइम रोईंदार रेशमी कपड़ा जो सूती बाने पर तैय्यार किया जाता है और नौईयत के लिहाज़ से रविवां छोटा बड़ा रखा जाता है
- एक तरह का बढ़िया, महीन, चिकना तथा रोएँदार कपड़ा।, एक प्रकार की रंगीन दरी जिसके बीचोबीच एक गोल चंदोआ बना रहता है।
- एक प्रकार का कपड़ा जिसकी ऊपरी परत बहुत ही मुलायम और कोमल होती है।, एक प्रकार का रंगीन और मुलाइम रुएँदार कपड़ा।
- एक सुर्ख़ रंग फूल का नाम जो रोईं दार और बहुत मुलाइम होता है, गुल-ए-मख़मल, (मजाज़न) बारह संगे के नए सींगों के साथ निकलने वाली रोईं दार खाल, बहुत नरम और मुलाइम, नरम घास
مَخْمَل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ۱۔ (پارچہ بافی) ایک نہایت نرم اور ملائم روئیںدار ریشمی کپڑا جو سوتی بانے پر تیار کیا جاتا ہے اور نوعیت کے لحاظ سے رُواں چھوٹا بڑا رکھا جاتا ہے
- ۲۔ (مجازاً) نرم گھاس
- ۳۔ (مجازاً) بہت نرم اور ملائم
- ۴۔ (مجازاً) بارہ سنگے کے نئے سینگوں کے ساتھ نکلنے والی روئیں دار کھال
- ۵۔ ایک سرخ رنگ پھول کا نام جو روئیں دار اور بہت ملائم ہوتا ہے ، گلِ مخمل
Urdu meaning of maKHmal
- Roman
- Urdu
- ۱۔ (paarchaabaafii) ek nihaayat naram aur mulaa.im ro.iindaar reshmii kap.Daa jo suutii baane par taiyyaar kiya jaataa hai aur nau.iiyat ke lihaaz se ruuvaa.n chhoTaa ba.Daa rakhaa jaataa hai
- ۲۔ (majaazan) naram ghaas
- ۳۔ (majaazan) bahut naram aur mulaa.im
- ۴۔ (majaazan) baarah sange ke ne siingo.n ke saath nikalne vaalii ro.ii.n daar khaal
- ۵۔ ek surKh rang phuul ka naam jo ro.ii.n daar aur bahut mulaa.im hotaa hai, gul-e-maKhmal
Compound words of maKHmal
Proverbs of maKHmal
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (maKHmal)
maKHmal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone