Search results
Saved words
Showing results for "mai.n ne maanaa"
Meaning ofSee meaning mai.n ne maanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of mai.n ne maanaa
- I dare say, I agreed, I accepted, I admitted
Sher Examples
maiñ ne maanā ki kuchh nahīñ 'ġhālib'
muft haath aa.e to burā kyā hai
main ne mana ki kuchh nahin 'ghaalib'
muft hath aae to bura kya hai
maiñ ne maanā ek guhar huuñ phir bhī sadaf meñ huuñ
mujh ko āḳhir yuuñ hī ghuT kar kab tak rahnā hai
main ne mana ek guhar hun phir bhi sadaf mein hun
mujh ko aaKHir yun hi ghuT kar kab tak rahna hai
maiñ ne maanā aap ne bose diye maiñ ne liye
vo kahāñ niklī jo hai merī tamannā ek aur
main ne mana aap ne bose diye main ne liye
wo kahan nikli jo hai meri tamanna ek aur
मैं ने माना के हिंदी अर्थ
- मैंने मान लिया, मैं सहमतहुँ, मैंने स्वीकार कर लिया, (मैं की विशेषता नहीं है, हम के साथ भी प्रयुक्त है)
مَیں نے مانا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- میں نے مان لیا، فرض کرلیا، تسلیم کرلیا، (میں کی خصوصیت نہیں۔ ہم کے ساتھ بھی مستعمل ہے)
Urdu meaning of mai.n ne maanaa
- Roman
- Urdu
- mainne maan liyaa, farz karaliyaa, tasliim karaliyaa, (me.n kii Khusuusiiyat nahiin। ham ke saath bhii mustaamal hai
Related searched words
maa'naa KHez andaar me.n dekhnaa
ایسے انداز میں دیکھنا جس میں کوئی خاص یا گہری بات یا معنی پوشیدہ ہوں
na rahe maan na rahe manii aaKHir duniyaa fanaa-fanii
آدمی کی نخوت ہی رہتی ہے اور نہ غرور ہی رہتا ہے، ایک دن سب فنا ہو جاتے ہیں
Showing search results for: English meaning of main ne maanaa, English meaning of main ne mana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koyi na koyi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jisse tamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istimal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koyi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadami ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koyi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mai.n ne maanaa)
mai.n ne maanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone