Search results
Saved words
Showing results for "mahv-e-guftuguu"
Meaning ofSee meaning mahv-e-guftuguu in English, Hindi & Urdu
English meaning of mahv-e-guftuguu
Adjective
- absorbed in conversation, speaking
Sher Examples
tamām vaqt hai vo mahv-e-guftugū mujh se
ye kaan jis kī sadāoñ se āshnā bhī nahīñ
tamam waqt hai wo mahw-e-guftugu mujh se
ye kan jis ki sadaon se aashna bhi nahin
tanhā.iyoñ meñ ḳhud se hī ham mahv-e-guftugū rahe
us ke sivā kisī se phir ahd-e-vafā nahīñ kiyā
tanhaiyon mein KHud se hi hum mahw-e-guftugu rahe
us ke siwa kisi se phir ahd-e-wafa nahin kiya
is raat der tak vo rahā mahv-e-guftugū
masrūf maiñ bhī kam thā farāġhat use bhī thī
is raat der tak wo raha mahw-e-guftugu
masruf main bhi kam tha faraghat use bhi thi
महव-ए-गुफ़्तुगू के हिंदी अर्थ
विशेषण
- बातचीत में मसरूफ़
مَحْو گُفْتُگُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بات چیت میں مصروف، باتوں میں منہمک
Urdu meaning of mahv-e-guftuguu
- Roman
- Urdu
- baatachiit me.n masruuf, baato.n me.n munahmik
Showing search results for: English meaning of mahveguftugoo, English meaning of mahveguftugu
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice, cupidity
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jismaanii
जिस्मानी
.جِسْمانی
of or belonging to body, corporeal
[ Mohan jismani taklif se pareshan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izaafa
इज़ाफ़ा
.اِضافَہ
increase, augmentation
[ Barsat ke dinon mein nadiyon ki rawani mein izafa ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jazbaat
जज़्बात
.جَذْبات
emotions, passions, rages, furies
[ Khamush insan jismani harakat-o-sakanat ke zariye apne jazbat ka izhar karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hujra
हुजरा
.حُجْرَہ
cell, closet, small room
[ Darvesh thare liye yahan ek bahut shandar hujra banega jis mein tum bade aaram se rahna aur masjid ki khidmat karna ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harakaat
हरकात
.حَرَکات
misdemeanour, mischief
[ Lahore aa kar Ghulam Mohammad ne phir wahi purani harakat shuru kar din ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ashshuq
त'अश्शुक़
.تَعَشُّق
exhibiting or showing love
[ Jo kaifiyat ishq mein hai wo ta.asshuq mein hargiz paida nahin ho sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malaamat
मलामत
.مَلامَت
reproof, rebuke, censure
[ Badshah ne Hakim Ali ko Yusuf Khan ke pas bheja ki wo us bhagode ko laanat-malamat karen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dosre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaafaat
मुज़ाफ़ात
.مُضافات
suburbs, outskirts, surroundings
[ Ham Lucknow wa Dehli donon se dur hain magar muzafat-e-Awadh se zaroor hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mahv-e-guftuguu)
mahv-e-guftuguu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone