Search results
Saved words
Showing results for "mah-e-naKHshab"
Meaning ofSee meaning mah-e-naKHshab in English, Hindi & Urdu
English meaning of mah-e-naKHshab
Noun, Masculine
- an imaginary human made moon
Sher Examples
niklā mah-e-naḳhshab ki girā chaah meñ yūsuf
yā hauz ke andar mah-e-gul-rañg hai holī
nikla mah-e-naKHshab ki gira chah mein yusuf
ya hauz ke andar mah-e-gul-rang hai holi
chaah meñ us mah-e-naḳhshab ke shab-o-roz haiñ ġharq
qaaz jis kā mah-e-kan.āñ se shabānī māñge
chah mein us mah-e-naKHshab ke shab-o-roz hain gharq
qaz jis ka mah-e-kanan se shabani mange
chhoḌā mah-e-naḳhshab kī tarah dast-e-qazā ne
ḳhurshīd hunūz us ke barābar na huā thā
chhoDa mah-e-naKHshab ki tarah dast-e-qaza ne
KHurshid hunuz us ke barabar na hua tha
मह-ए-नख़शब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- नख़शब का चाँद, चांद जो हकीम इबन-इ-अता जो मिक्ना के नाम से प्रसिद्ध था ने पारे की तकनीक चाँद बनाकर रोशन किया था, ये चांद चार माह तक रात को उस कुँवें से जो स्याम के पहाड़ की घाटी में स्थित था निकला करता और चार फ़र्संग तक इलाक़े को रोशन करदेता, अर्थात: सुंदर
مَہ نَخشَب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ماہِ نخشب، چاند جو حکیم ابن عطا معروف بہ مقنع نے اجزاے سیمابی کی ترکیب سے بناکر روشن کیا تھا، یہ چاند چار ماہ تک رات کو اس کنویں سے جو کوہ سیام کے دامن میں واقع تھا نکلا کرتا اور چار فرسنگ تک علاقے کو روشن کردیتا، مراد: حسین و جمیل
Urdu meaning of mah-e-naKHshab
- Roman
- Urdu
- maah-e-naKhshab, chaand jo hakiim iban ata maaruuf bah miqnaa ne ajaze siimaabii kii tarkiib se banaakar roshan kiya tha, ye chaand chaar maah tak raat ko is ku.nve.n se jo koh syaam ke daaman me.n vaaqya tha nikla kartaa aur chaar farsang tak ilaaqe ko roshan kardetaa, muraadah husain-o-jamiil
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of mahenakhshab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (mah-e-naKHshab)
mah-e-naKHshab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone