Search results
Saved words
Showing results for "mabaadaa"
Meaning ofSee meaning mabaadaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of mabaadaa
Sher Examples
dar-o-dīvār-e-chaman aaj haiñ ḳhuuñ se labrez
dast-e-gul-chīñ se mabādā koī dil TuuTā hai
dar-o-diwar-e-chaman aaj hain KHun se labrez
dast-e-gul-chin se mabaada koi dil TuTa hai
mabādā phir asīr-e-dām-e-aql-o-hosh ho jā.ūñ
junūñ kā is tarah achchhā nahīñ had se guzar jaanā
mabaada phir asir-e-dam-e-aql-o-hosh ho jaun
junun ka is tarah achchha nahin had se guzar jaana
maiñ to is Dar se kuchh nahīñ kahtā
tū mabādā udaas ho jaave
main to is Dar se kuchh nahin kahta
tu mabaada udas ho jawe
मबादा के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण, समुच्चयबोधक
- ईश्वर न करे, भगवान न करे, कहीं ऐसा न हो
مَبَادا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق، حرف عطف
- خدا نہ کرے، خدانخواستہ، دور پار، ایسا نہ ہو کہ، کہیں ایسا نہ ہو
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mabada
Disclaimer: This is Beta version of Rekhta Dictionary undergoing final testing before its official release. In case of any discrepancy, please write to us at dictionary@rekhta.org. or Critique us
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view, meeting with beloved
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
narGa
नर्ग़ा
.نَرغَہ
ring or circle round a quarry (man or animal)
[ Shikar ko qabu mein lane ke liye shikari ek halqa bana lete hain aur use nargha kahte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiib
रक़ीब
.رَقِیب
rival or competitor
[ Hatmi (definite) muqable mein do hi ham-sar yaa raqib pahunchte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiza
फ़रीज़ा
.فَرِیضَہ
liability, responsibility
[ Mu'ashare ka fariza ashkhas (People) ki taraqqi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koyi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nuKHust
नुख़ुस्त
.نُخُسْت
principal, the first
[ Roz-e-nukhust se hi Hindustan khud-inhisari ki taraf gamzan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munashshiyaat
मुनश्शियात
.مُنَشِّیات
Intoxicating drinks or drugs, intoxicants
[ Malesiyai police ne munashshiyat ka dhanda karne wale ek giroh ko pakda ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'allim
मु'अल्लिम
.مُعَلِّم
teacher, instructor, tutor
[ Ye mu'allim ka fariza hai ki jo kuchh janta hai use apne shagirdon ko muntaqil kar de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nashv-o-numaa
नश्व-ओ-नुमा
.نَشو و نُما
growth, development, increase
[ Naujawani ki umr talimi idaron aur talim se ibarat hoti hai unki zehni salahiyaton ki nashu-o-numa karna asatiza ka kaam hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nadaamat
नदामत
.نَدامَت
shame
[ Yusuf ke muamle mein baap se kis qadr nadamat ho rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mabaadaa)
mabaadaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone