Search results
Saved words
Showing results for "lauh-e-mahfuuz"
Meaning ofSee meaning lauh-e-mahfuuz in English, Hindi & Urdu
English meaning of lauh-e-mahfuuz
Noun, Feminine
- secret tablet on which the destiny of world is recorded
- magic tablet
Sher Examples
terī sarsabz bahāroñ pe damakte qatre
lauh-e-mahfūz ke kuchh ramz-e-nihāñ bārish meñ
teri sarsabz bahaaron pe damakte qatre
lauh-e-mahfuz ke kuchh ramz-e-nihan barish mein
lauh-e-mahfūz par jo likkhā hai
us se haT kar bhī faisla hogā
lauh-e-mahfuz par jo likkha hai
us se haT kar bhi faisla hoga
dhoī kyuuñ ashk ke tūfān se lauh-e-mahfūz
sar-navisht apnī hī 'nāsiḳh' ne miTā.ī hotī
dhoi kyun ashk ke tufan se lauh-e-mahfuz
sar-nawisht apni hi 'nasiKH' ne miTai hoti
लौह-ए-महफ़ूज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- अर्श पर एक स्थान, जहाँ संसार में होने वाली सारी घटनाओं का उल्लेख हैं और जिसे कोई पढ़ नहीं सकता, और इसके लेख में कोई बदलाव नहीं हो सकता
- जादू की तख़्ती
لَوحِ مَحْفُوظ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- عرش الہیٰ پر وہ تختی جس پر خداوند عالم نے ازل سے ابد تک رونما ہونے والے تمام واقعات و حادثات درج فرما دیے ہیں، وہ اس قدر محفوظ ہے کہ اس میں کوئی تغیر و تبدیل نہیں ہو سکتا نیز علم الہیٰ بھی اس سے مراد لیتے ہیں
- وہ تختی جس میں طلسم پر قابو پانے کا طریقہ درج ہوتا ہے، جادو کی تختی، طلسم کشا تختی
Urdu meaning of lauh-e-mahfuuz
- Roman
- Urdu
- arsh ilhaa par vo taKhtii jis par Khudaavand aalam ne azal se abad tak raunumaa hone vaale tamaam vaaqiyaat-o-haadisaat darj farma di.e hain, vo is qadar mahfuuz hai ki is me.n ko.ii taGayyur-o-tabdiil nahii.n ho saktaa niiz ilam ilhaa bhii is se muraad lete hai.n
- vo taKhtii jis me.n tilsam par qaabuu paane ka tariiqa darj hotaa hai, jaaduu kii taKhtii, tilsam kushaa taKhtii
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of lauhemahfooz, English meaning of lauhemahfuj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (lauh-e-mahfuuz)
lauh-e-mahfuuz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone