Search results
Saved words
Showing results for "lab-e-daar"
Meaning ofSee meaning lab-e-daar in English, Hindi & Urdu
English meaning of lab-e-daar
Noun, Masculine
- edge of the scaffold of execution
Sher Examples
maiñ chup huā to use bolnā hī thā ik din
vo zinda harf lab-e-dār se nikal aayā
main chup hua to use bolna hi tha ek din
wo zinda harf lab-e-dar se nikal aaya
ek tum ho ki ḳhudā ban ke chhupe baiThe ho
ek ham haiñ ki lab-e-dār tak aa pahuñche haiñ
ek tum ho ki KHuda ban ke chhupe baiThe ho
ek hum hain ki lab-e-dar tak aa pahunche hain
लब-ए-दार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- फांसी के तख्ते का छोर
لَبِ دَار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پھانسی کے تختہ کا کنارہ، پھانسی کے پھندے کا آخری حصہ
Urdu meaning of lab-e-daar
- Roman
- Urdu
- phaansii ke taKhtaa ka kinaaraa, phaansii ke phande ka aaKhirii hissaa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of labedaar, English meaning of labedar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (lab-e-daar)
lab-e-daar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone