Search results
Saved words
Showing results for "kunj-e-marqad"
Meaning ofSee meaning kunj-e-marqad in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2222
See meaning: kunj-e-lahad
English meaning of kunj-e-marqad
Persian, Arabic - Noun, Masculine
- a corner of grave
Sher Examples
zarā ai kunj-e-marqad yaad rakhnā us hamiyyat ko
ki ghar vīrān kar ke ham tujhe ābād karte haiñ
zara ai kunj-e-marqad yaad rakhna us hamiyyat ko
ki ghar viran kar ke hum tujhe aabaad karte hain
'rasā' hājat nahīñ kuchh raushnī kī kunj-e-marqad meñ
bajā.e-sham.a yaañ dāġh-e-jigar har vaqt jalte haiñ
'rasa' hajat nahin kuchh raushni ki kunj-e-marqad mein
bajae-shama yan dagh-e-jigar har waqt jalte hain
kujā sehn-e-ālam kujā kunj-e-marqad
basar kar rahe haiñ basar karne vaale
kuja sehn-e-alam kuja kunj-e-marqad
basar kar rahe hain basar karne wale
कुंज-ए-मरक़द के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग
- क़ब्र का कोना, कब्र की एकांत तनहाई
کُن٘جِ مَرْقَد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مذکر
- قبر کا گوشہ، قبر کی تنہائی
Urdu meaning of kunj-e-marqad
- Roman
- Urdu
- qabr ka gosha, qabr kii tanhaa.ii
Showing search results for: English meaning of kunjemarkad, English meaning of kunjemarqad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aasii
'आसी
.عاصِی
sinner, sinful, sinning, criminal
[ aasi agar sachche dil se tauba kare to uske gunah maaf ho jate hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHair
ख़ैर
.خَیر
good, better, best, well
[ wo hamesha khair ke hi kam karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buniyaadii
बुनियादी
.بُنیادی
fundamental, primary, basic, principal
[ ilm insan ki falah-o-bahbood ke liye buniyadi haisiyat rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurm
जुर्म
.جُرْم
crime, offence, guilt, transgression, illegal act
[ bachchon se mazdoori ke kam karana ek jurm hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istisnaa
इस्तिसना
.اِسْتِثْنا
exception, exclusion
[ is aam farman-e-qaza men bachche, booDhe, mard-o-aurat ka kuchh istisna aur imtiyaz na tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naa-saaf
ना-साफ़
.نا صاف
unclean, unclear
[ na-saaf pani sihat ke liye nuqsandeh hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta'alliqiin
मुत'अल्लिक़ीन
.مُتَعَلِّقِین
relatives, children, dependents, friends
[ main yahan tanha rah gaya hun mutaalleqin Dilli gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ilaaqaa.ii
'इलाक़ाई
.عِلاقائی
local, regional
[ Ilaqayi intizamiya is qabil hona chahiye ki wo is jagah ke bashindon ke dilon tak pahunche ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
seh-pahar
सेह-पहर
.سِہ پَہَر
afternoon
[ Subah hi subah ham pahunchte the uske baad maulviyon ki jamaat aati thi Rahim Bakhsh Sahab ka number seh-pahar men aata tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aib-juu.ii
'ऐब-जूई
.عَیْب جُوئی
faultfinding, criticism, hypercriticism
[ Nukta-chini aur aib-juyi to sakht nuqsan hai ki nukta-chin khoobiyon se mahroom rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (kunj-e-marqad)
kunj-e-marqad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone