Search results
Saved words
Showing results for "kisii tarah"
Meaning ofSee meaning kisii tarah in English, Hindi & Urdu
English meaning of kisii tarah
Adverb
- anyhow, somehow or other
Sher Examples
kisī tarah jo na us but ne e'tibār kiyā
mirī vafā ne mujhe ḳhuub sharmsār kiyā
kisi tarah jo na us but ne e'tibar kiya
meri wafa ne mujhe KHub sharmsar kiya
tum hamāre kisī tarah na hue
varna duniyā meñ kyā nahīñ hotā
tum hamare kisi tarah na hue
warna duniya mein kya nahin hota
zindagī kam paḌhe pardesī kā ḳhat hai 'ibrat'
ye kisī tarah paḌhā jaa.e na samjhā jaa.e
zindagi kam paDhe pardesi ka KHat hai 'ibrat'
ye kisi tarah paDha jae na samjha jae
किसी तरह के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
- हर तरह, किसी करवट, हर तरह से
کِسی طَرَح کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
- ہر صورت سے، کسی کروٹ ، ہر طریقہ سے
Urdu meaning of kisii tarah
- Roman
- Urdu
- har suurat se, kisii karvaT, har tariiqa se
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kisee tarah, English meaning of kisi tarah
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
avvaliin
अव्वलीन
.اَوَّلِین
foremost, very first
[ Mere liye (Niyaz Fatahpuri) yahan (Lucknow) ki ziyarat ka ye awwalin sharf tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaalba
मुतालबा
.مُطالَبہ
asking for, demanding, requiring
[ Do dhaai hazar ka zewar hai, aur unki pahli biwi ke bachche uska bhi mutalba farma rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daulat
दौलत
.دَولَت
empire, state, rule
[ Wo ladayi is sabab se hui ki badshah apni daulat ke mukhalifon ko na pahchane ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
navaaz
नवाज़
.نَواز
player, performer (e.g.: barbat̤-nawaz, player on the lute)
[ Pandit Hri Prasad Chaurasia ek mahir bansuri-nawaz hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tufail
तुफ़ैल
.طُفَیل
cause, means,
[ Tulsi Das ki shayri ka lutf log Ramayan ke tufail mein rozana uthate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zevar
ज़ेवर
.زیوَر
ornament, jewellery
[ Aap farmaya karte the ki agar Usama beti hoti to main us ko zewar pahnata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalif
मुख़ालिफ़
.مُخالِف
opponent, enemy
[ Maujooda hukumat par dabav dalne ke liye mukhalif partiyon ne hath mila liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruuh-afzaa
रूह-अफ़्ज़ा
.رُوح اَفْزا
increasing the spirits, exhilarating
[ Shimle ki ruh-afza sardi mein rahna uske kamon ko zyada moassar aur kargar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kishvar
किश्वर
.کِشْوَر
region, territory, country
[ Kishwar-e-Hindustan mein daulat-e-Britannia (British Government) ki ayyarana hikm-e-amali (Policy) ka usool awwalin (foremost) hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahammul
तहम्मुल
.تَحَمُّل
patience, endurance, liberality
[ Sabr-o-tahammul ke zariye amraz se bacha jaa sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (kisii tarah)
kisii tarah
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone