Search results
Saved words
Showing results for "KHush-KHayaalii"
Meaning ofSee meaning KHush-KHayaalii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHush-KHayaalii
- freshness of ideas
- vain speculation
Sher Examples
TūTtī dīvār kā saaya badan kī aabrū
jaane kab mere yaqīñ kī ḳhush-ḳhayālī jā.egī
TuTti diwar ka saya badan ki aabru
jaane kab mere yaqin ki KHush-KHayali jaegi
ḳhud-parastī ke nashe meñ jin ko hai zo.am-e-jamāl
aa.ina dekheñ to un kī ḳhush-ḳhayālī jā.egī
KHud-parasti ke nashe mein jin ko hai zoam-e-jamal
aaina dekhen to un ki KHush-KHayali jaegi
jo vo ik ḳhush-ḳhayālī thī to ye ik kam-nigāhī hai
na vo phūloñ kā gulshan thā na ye kāñToñ kā sahrā hai
jo wo ek KHush-KHayali thi to ye ek kam-nigahi hai
na wo phulon ka gulshan tha na ye kanTon ka sahra hai
ख़ुश-ख़याली के हिंदी अर्थ
- शुद्ध काल्पनिक
- काल्पनिक पुलाव पकाने की स्थिति
خوش خَیالی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- حسن خیال، فکر و خیال کی بلندی، خوش فکری، پاکیزہ خیالی، روشنی طبع
- خیالی پلاؤ پکانے کی کیفیت
Urdu meaning of KHush-KHayaalii
- Roman
- Urdu
- husn Khyaal, fikr-o-Khyaal kii bulandii, Khush fikrii, paakiiza Khyaalii, roshnii taba
- Khyaalii pulaav pakaane kii kaifiiyat
Showing search results for: English meaning of khushkhayaalee, English meaning of khushkhayaali
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vukalaa
वुकला
.وُکَلا
representatives
[ Shahjahan badshah hua aur sab mulkon ke vukala ke hazir rahne ka hukm diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ranjish
रंजिश
.رَنْجِش
indignation, grief, unpleasantness
[ Hajva (lampooning) ka mazaq rafta-rafta is qadr badha ki jahan kisi se ranjish huyi hajva shuru ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, certain, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raGbat
रग़बत
.رَغْبَت
esteem, affection, pleasure
[ Ik chhoti si baat par dost ka chehra utra hua tha, usne khana bhi raghbat se nahin khaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nasiibaa
नसीबा
.نَصِیبا
fate, fortune
[ Aisa aqida (Belief) hai ki nasiba muta'اyyan karne ke liye Barhama ne Barhama-lekh likha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahiid
शहीद
.شَہِید
a martyr
[ Aiwan (Assembly) mein memran ne kuch pal khamush rah kar shahidon ko khiraj-e-aqidat (Tribute) pesh ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aqiida
'अक़ीदा
.عَقیِدہ
belief, faith
[ Sir David.... ke aqide ke mutabiq corban ka khalis bilor almaas yani hira hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
seh-ra.ngii
सेह-रंगी
.سِہ رَنگی
tree colored, tricolor
[ Sipahi ka jasd-e-khaki (mortal body) Hindustan ke seh-ranghi jhande mein lipta hua darshan ke liye rakha gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paikar
पैकर
.پَیکَر
form, appearance, figure, portrait
[ Hanuman Ji ne Sarsa Rakshasi ke samne dev-paikar shakl ikhtiyar ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huquuq
हुक़ूक़
.حُقُوق
rights, dues, laws, privileges
[ Doctor Bhim Raw Ambedkar ne Hindustan mein Dalit samaj ke logon ke huquq ki ladai ladi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHush-KHayaalii)
KHush-KHayaalii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone