Search results
Saved words
Showing results for "KHaamushii"
Meaning ofSee meaning KHaamushii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaamushii
Noun, Feminine
- silence, taciturnity
Sher Examples
ham laboñ se kah na paa.e un se hāl-e-dil kabhī
aur vo samjhe nahīñ ye ḳhāmushī kyā chiiz hai
hum labon se kah na pae un se haal-e-dil kabhi
aur wo samjhe nahin ye KHamushi kya chiz hai
ḳhāmushī achchhī nahīñ inkār honā chāhiye
ye tamāshā ab sar-e-bāzār honā chāhiye
KHamushi achchhi nahin inkar hona chahiye
ye tamasha ab sar-e-bazar hona chahiye
nikāle ga.e is ke ma.anī hazār
ajab chiiz thī ik mirī ḳhāmushī
nikale gae is ke mani hazar
ajab chiz thi ek meri KHamushi
ye paanī ḳhāmushī se bah rahā hai
ise dekheñ ki is meñ Duub jaa.eñ
ye pani KHamushi se bah raha hai
ise dekhen ki is mein Dub jaen
chaTaḳh ke TuuT ga.ī hai to ban ga.ī āvāz
jo mere siine meñ ik roz ḳhāmushī huī thī
chaTaKH ke TuT gai hai to ban gai aawaz
jo mere sine mein ek roz KHamushi hui thi
ख़ामुशी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ख़ामोशी, शांति, सन्नाटा
خامُشی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- خاموشی، سناٹا، سکوت
Urdu meaning of KHaamushii
- Roman
- Urdu
- Khaamoshii, sannaaTaa, sukuut
Related searched words
KHamoshaa
گھوڑے کی ایک بیماری جس میں اس کے دونوں ہونٹوں میں بڑے بڑے بالوں کے نیچے چمڑے ، کے اند گوشت زائد و سخت مثل غدود پیدا ہوجاتا ہے ، چہیا روگ
KHaamoshii niim-razaa
رک : الخاموشی نیم رضا ، کسی کی بات سن کر خاموش ہوجانا بڑی حد تک اس کی تصدیق و توثیق یا تسلیم کرنے کے برابر ہے .
KHaamoshii kaa minaara
گن٘بد خموشاں ، پارسیوں کا قبرستان جہاں لاش ایک تختہ پر رکھ کر چھوڑ دی جاتی ہے کہ گدھ چیل کوے اسے کھا جائیں پارسیوں کے نزدیک یہ بھی خیرات کی ایک اعلیٰ قسم ہے .
daaruu-e-Gazab-KHaamoshii
غُصّے کا عِلاج چُپ رہنا ہے اگر غُصّے ہونے والے کو جواب نہ دیا جائے تو اس کا غصّہ ٹھنڈا پڑ جاتا ہے .
miinaar-e-KHaamoshii
the Tower of Silence, is a circular, raised structure built by Zoroastrians for excarnation–that is, the exposure of human dead bodies to the elements for decay in order to avert contamination of the soil with the corpses
Showing search results for: English meaning of khaamushee, English meaning of khaamushi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hatak-aamez
हतक-आमेज़
.ہَتک آمیز
libellous, defamatory, disgraceful, derogatory
[ Ye insan ke liye bahut hatak-aamez hai ki wo bhik par zindagi guzare ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nargis
नर्गिस
.نَرْگِسْ
bulbous plant having erect linear leaves and showy yellow or white
[ Nrgis, Juhi, Yasmin, Genda sabhi apni-apni khushbu ke sath zinda the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaada the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
alvidaa'
अलविदा'
.اَلْوِداع
the last Friday in the month of Ramazan
[ Masjid mein khususan alvida mein til dharne ki jagah nahin milti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si partiyon ka inzimam hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imtihaan
इम्तिहान
.اِمْتِحان
examination
[ Talaba (Students) imtihan qarib hone par padhaayi mein man lagate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Chand-Raat mein bachche Eid ki khushi mein shab-bedari karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajriba
तज्रिबा
.تَجْرِبَہ
experiment, test, trial, proof
[ Gangotri aur Ganga Sagar ke paani ka tajriba kiya ja raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriiban
तक़रीबन
.تَقْرِیباً
near to, nearly, approximately, about, almost, all but
[ Raju taqriban har hafte apne gaon vapas jata hai taki apne validain se mil sake aur unka halchal maloom kar sake ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mamnuu'
मम्नू'
.مَمْنُوع
forbidden, prohibited, banned
[ School mein bachchon ko mobile phone istemal karna mamnu hai, kyonki ye talim par asar-andaz ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHaamushii)
KHaamushii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone