Search results
Saved words
Showing results for "juzv-e-badan"
Meaning ofSee meaning juzv-e-badan in English, Hindi & Urdu
English meaning of juzv-e-badan
Noun, Masculine
- essential part of body, part of body
Sher Examples
juzv-e-badan rahā thā jo kal tak bichhaḌ gayā
tanhā.iyoñ ke zahr ko ḳhuuñ meñ utaar ke
juzw-e-badan raha tha jo kal tak bichhaD gaya
tanhaiyon ke zahr ko KHun mein utar ke
barahnagī pe bhī guzrā qabā-e-zar kā gumāñ
libās par huā juzv-e-badan kā dhokā bhī
barahnagi pe bhi guzra qaba-e-zar ka guman
libas par hua juzw-e-badan ka dhoka bhi
hai asliyat ki mirā husn-e-zan nahīñ ma.alūm
huā hai kaun ye juzv-e-badan nahīñ ma.alūm
hai asliyat ki mera husn-e-zan nahin malum
hua hai kaun ye juzw-e-badan nahin malum
जुज़्व-ए-बदन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- शरीर का आंग, शरीर के भाग, शरीर का आवश्यक अंग
جُزْوِ بَدَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بدن کا حصّہ، جسم کا حصّہ، لازمی حصّہ
Urdu meaning of juzv-e-badan
- Roman
- Urdu
- badan ka hissaa, jism ka hissaa, laazimii hissaa
Idioms of juzv-e-badan
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adad
'अदद
.عَدَد
a number, a whole number
[ Dubla-patla kisi tange ka tattu aur ye chhote-bade teen adad bechare ki kamar dohari hui jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishrat
'इशरत
.عِشْرَت
pleasure, enjoyment, mirth
[ Aish aur ishrat ki zindagi baghair koshish ke nahin milti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'itr
'इत्र
.عِطْر
essence, perfume
[ Hauz mein gulab keode ke favvare chhuTte, dar-o-divar par khas ka itr chhidka jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azaab
'अज़ाब
.عَذاب
difficulty, distressing affair
[ Garmi ya sardi had se zyada ho jati hai to azab lagne lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'asr
'अस्र
.عَصْر
last part of the day before sunset
[ Asr ka waqt hua badshah sair-tamashe ki khatir khema se nikal kar chauki par baithe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'urs
'उर्स
.عُرْس
a religious ceremony celebrating the union of the soul of a deceased peer
[ 23 January 2023 ko Ajmer mein Khwaja Muinuddin Chishti ka 811wan urs manaya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ataa
'अता
.عَطا
gift, present, prize, offering
[ Angrez Hindustaniyon ke karnamon se khush ho kar unko jagiren ata karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arzii
'अर्ज़ी
.عَرْضی
petition, application
[ Mulazmaton ke liye mukhtalif jagahon par arzi bhejte rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ash-'ash
'अश-'अश
.عَش عَش
bravo!, rejoicing
[ Irfan Khan aise adakar the ki log unki adakari par ash-ash kar uthte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arsh
'अर्श
.عَرْش
sky
[ Farsh se le kar arsh tak har ek ko mujh se shikayat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jujvebadan, English meaning of juzvebadan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (juzv-e-badan)
juzv-e-badan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone