Search results
Saved words
Showing results for "jashn-e-charaaGaa.n"
Meaning ofSee meaning jashn-e-charaaGaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of jashn-e-charaaGaa.n
Noun, Masculine
- festival of lights, Diwali
Sher Examples
bujhte hue charāġh farozāñ kareñge ham
tum aaoge to jashn-e-charāġhāñ kareñge ham
bujhte hue charagh farozan karenge hum
tum aaoge to jashn-e-charaghan karenge hum
kuchh aur baḌh ga.ī hai añdheroñ kī zindagī
yuuñ bhī huā hai jashn-e-charāġhāñ kabhī kabhī
kuchh aur baDh gai hai andheron ki zindagi
yun bhi hua hai jashn-e-charaghan kabhi kabhi
is jashn-e-charāġhāñ se to behtar the añdhere
in jhūTe charāġhoñ ko bujhā kyuuñ nahīñ dete
is jashn-e-charaghan se to behtar the andhere
in jhuTe charaghon ko bujha kyun nahin dete
जश्न-ए-चराग़ाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- दिवाली का जश्न, दीपावली, दीपोत्सव
جَشْنِ چَراغاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ہندوؤں کا ایک تہوار جو خوشی اور مسرت کا اظہار چراغاں اور صفائی ستھرائی کے ساتھ کیا جاتا ہے، لکشمی (دولت کی دیوی) کی پوجا کی جاتی ہے، قماربازی بھی کی جاتی ہے، دیوالی کا جشن، جشن دیوالی
Urdu meaning of jashn-e-charaaGaa.n
- Roman
- Urdu
- hinduu.o.n ka ek tahvaar jo Khushii aur musarrat ka izhaar chiraaGaa.n aur safaa.ii suthraa.ii ke saath kiya jaataa hai, lakshmii (daulat kii devii) kii puujaa kii jaatii hai, qamaarbaazii bhii kii jaatii hai, diivaalii ka jashn, jashn diivaalii
Synonyms of jashn-e-charaaGaa.n
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jashnecharaagaan, English meaning of jashnecharaaghaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (jashn-e-charaaGaa.n)
jashn-e-charaaGaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone