Search results
Saved words
Showing results for "'ishq-baazaa.n"
Meaning ofSee meaning 'ishq-baazaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ishq-baazaa.n
Persian, Arabic - Noun, Masculine
- lovers, player of game of love
Sher Examples
tū sach kah rañg paañ hai ye ki ḳhuun ishq-bāzāñ hai
suḳhan rakhte haiñ kitne shaḳhs tere lab kī laalī meñ
tu sach kah rang pan hai ye ki KHun ishq-bazan hai
suKHan rakhte hain kitne shaKHs tere lab ki lali mein
sach batā ai jān-e-ishq o ishq-bāzāñ kyā hai tū
bin tire maiñ us badan sā huuñ ki jis meñ jaañ na ho
sach bata ai jaan-e-ishq o ishq-bazan kya hai tu
bin tere main us badan sa hun ki jis mein jaan na ho
ishq-bāzāñ ke ta.iiñ ishq meñ tere ai yaar
masjid-o-madrasa-o-dair-o-haram chāroñ ek
ishq-bazan ke tain ishq mein tere ai yar
masjid-o-madrasa-o-dair-o-haram chaaron ek
'इश्क़-बाज़ाँ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, पुल्लिंग
- प्रेमीगण, प्यार के खेल के खिलाड़ी, प्यार के खिलाड़ी
عشق بازاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مذکر
- محبت کے کھیل کے کھلاڑی، محبت کرنے والے، عاشق معشوق
Urdu meaning of 'ishq-baazaa.n
- Roman
- Urdu
- muhabbat ke khel ke khilaa.Dii, muhabbat karne vaale, aashiq maashuuq
Showing search results for: English meaning of ishkbaazaan, English meaning of ishkbazan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istisnaa
इस्तिसना
.اِسْتِثْنا
exception, exclusion
[ is aam farman-e-qaza men bachche, booDhe, mard-o-aurat ka kuchh istisna aur imtiyaz na tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
seh-pahar
सेह-पहर
.سِہ پَہَر
afternoon
[ subah hi subah ham pahunchte the uske baad maulviyon ki jamaat aati thi Rahim Bakhsh Sahab ka number seh-pahar men aata tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusvaa.ii
रुसवाई
.رُسْوائی
disgrace, infamy, dishonour, notoriety, ignominy
[ Daku ki shakl mein Rantakar ko jitni badnami mili is se zyada Rishi Valmiki ki shakl mein mashhoor hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buniyaadii
बुनियादी
.بُنیادی
fundamental, primary, basic, principal
[ ilm insan ki falah-o-bahbood ke liye buniyadi haisiyat rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
avval
अव्वल
.اَوَّل
first, beginning, commencement, first or earlier part
[ yah awwal jang thi jismen England aur France ko fath hasil hui ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muta'alliqiin
मुत'अल्लिक़ीन
.مُتَعَلِّقِین
relatives, children, dependents, friends
[ main yahan tanha rah gaya hun mutaalleqin Dilli gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aasii
'आसी
.عاصِی
sinner, sinful, sinning, criminal
[ aasi agar sachche dil se tauba kare to uske gunah maaf ho jate hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-shuguunii
बद-शुगूनी
.بَدْ شُگُونی
deed or words taken as bad omen
[ badkar logon ke sath hamesha bad-shaguni hi hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuurvaar
क़ुसूरवार
.قُصُوروار
blameable, culpable
[ muashire men be-raah-ravi phailane wale qusoorwar thahraye jane chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ilaaqaa.ii
'इलाक़ाई
.عِلاقائی
local, regional
[ Ilaqaayi intizamiya is qabil hona chahiye ki wo is jagah ke bashindon ke dilon tak pahunche ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us ('ishq-baazaa.n)
'ishq-baazaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone