Search results
Saved words
Showing results for "iqtibaas"
Meaning ofSee meaning iqtibaas in English, Hindi & Urdu
English meaning of iqtibaas
Noun, Masculine
- extraction, deriving, obtaining
- quotation, citation
- asking, begging
Sher Examples
tirī hayāt se juḌ jā.ūñ vāqi.a ban kar
tirī kitāb meñ merā bhī iqtibās rahe
teri hayat se juD jaun waqia ban kar
teri kitab mein mera bhi iqtibas rahe
koī bhī shakl mukammal kitāb ban na sakī
har ek chehra yahāñ iqtibās jaisā hai
koi bhi shakl mukammal kitab ban na saki
har ek chehra yahan iqtibas jaisa hai
vo phuul ho sitāra ho shabnam ho jhiil ho
terī kitāb-e-husn ke sab iqtibās the
wo phul ho sitara ho shabnam ho jhil ho
teri kitab-e-husn ke sab iqtibas the
इक़्तिबास के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- जल उठना, आग पकड़ लेना, रौशन होना, प्रकाशमान होना, किसी पुस्तक, लेख या काव्य-संग्रह में से आवश्यकतानुसार इबारत (वाक्य) या अशआर अपनी किताब में देना, उद्धरण, संकुचित, अंश, चुना हुआ कलाम
اِقْتِباس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (مادی، روحانی یا معنوی) تحصیل، اخذ، استفادہ
- کسی مضمون بیان یا کتاب وغیرہ سے من و عن یا انتخاب و اختصار کر کے اس کا کوئی حصہ نقل کرنے یا بیان کرنے کا عمل
- وہ عبارت جو کسی مضمون یا کتاب وغیرہ سے من و عن یا اختصار و انتخاب کے ساتھ نقل کی جائے
- اختصار، انتخاب
Urdu meaning of iqtibaas
- Roman
- Urdu
- (maaddii, ruhaanii ya maaanvii) tahsiil, aKhaz, istifaada
- kisii mazmuun byaan ya kitaab vaGaira se man-o-en ya intiKhaab-o-iKhatisaar kar ke is ka ko.ii hissaa naqal karne ya byaan karne ka amal
- vo ibaarat jo kisii mazmuun ya kitaab vaGaira se man-o-en ya iKhatisaar-o-intiKhaab ke saath naqal kii jaaye
- iKhatisaar, intiKhaab
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of iktibaas, English meaning of iktibas
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (iqtibaas)
iqtibaas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone