Search results
Saved words
Showing results for "iijaab"
Meaning ofSee meaning iijaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of iijaab
Noun, Masculine
- acceptance, assent
- making necessary affirmation
- acceptance or consent for marriage
- (in Moḥammadan law) the first proposal made by one of the parties in negotiating or concluding a bargain
Sher Examples
kaash vo shoḳh kabhī baḳhshe hameñ izn-e-qubūl
ham rah-e-shauq meñ ījāb liye baiThe haiñ
kash wo shoKH kabhi baKHshe hamein izn-e-qubul
hum rah-e-shauq mein ijab liye baiThe hain
taslīm kī sirisht bas ījāb aur qubūl
saare savāl jur.at-e-inkār se uThe
taslim ki sirisht bas ijab aur qubul
sare sawal jurat-e-inkar se uThe
karnī-bharnī ik taraf kaisā hisāb-o-ehtisāb
saare inkār aur sab ījāb chorī ho ga.e
karni-bharni ek taraf kaisa hisab-o-ehtisab
sare inkar aur sab ijab chori ho gae
ईजाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- स्वीकार्यता, स्वीकार करना, ग्रहण अथवा धारण करना
- प्रश्न का उत्तर पुन्य के साथ मिलना, स्वीकार किया जाना (दुआ इत्यादि के लिए)
- सकारात्मकता, होना, न होने या नफ़ी अर्थात नकारात्मकता का विलोम
- (धर्मशास्त्र) निश्चित नियम के अनुसार स्त्री का पुरुष से ख़ुद या वकील के द्वारा पतित्व का स्वीकार
- व्यापार या विक्रय के मौक़े पर बेचने वाले पक्ष का निश्चित ढंग से इक़रार (इसके विपरीत ख़रीदने वाले पक्ष का इक़रार क़ुबूल कहलाता है)
-
(तर्कशास्त्र) वह इस्बाती निस्बत जो क़ज़िए में मौज़ू'-ओ-महमूल (मुब्तदा-ओ-ख़बर) के बीच होती है
विशेष • मुब्तदा-ओ-ख़बर= जिसके संबंध में कुछ कहा जाए और जो कुछ कहो जाए • क़ज़िय्या= (तर्कशास्त्र) वह वाक्य जो सच और झूठ की शंका रखता हो, वह वाक्य जिससे सत्य एवं असत्य का बोध होता हो
- वाजिब होना, अनिवार्य होना
اِیْجاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- قبولیت، قبول کرنا، اختیار کرنا
- سوال کا جواب با صواب ملنا، قبول کیا جانا (دعا وغیرہ کے لیے)
- اثبات، ہونا، نہ ہونے یا نفی کی ضد
- (فقہ) مقررہ طریقے کے مطابق عورت کا مرد سے خود یا بذریعہ وکیل اقرار زوجیت
- تجارت یا بیع کے موقع پر بیچنے والے فریق کا مقرر طریقے سے اقرار (اس کے بالمقابل خرید نے والے فریق کا اقرار قبول کہلاتا ہے)
- (منطق) وہ اثباتی نسبت جو قضیے میں موضوع و محمول (بتدا و خبر) کے درمیان ہوتی ہے
- وجوب، واجب ہونا
Urdu meaning of iijaab
- Roman
- Urdu
- qabuuliiyat, qabuul karnaa, iKhatiyaar karnaa
- savaal ka javaab baa savaab milnaa, qabuul kiya jaana (du.a vaGaira ke li.e
- isbaat, honaa, na hone ya nafii kii zid
- (fiqh) muqarrara tariiqe ke mutaabiq aurat ka mard se Khud ya bazriiyaa vakiil iqraar zaujiiyat
- tijaarat ya baia ke mauqaa par bechne vaale fariiq ka muqarrar tariiqe se iqraar (is ke bilmuqaabil Khariid ne vaale fariiq ka iqraar qabuul kahlaataa hai
- (mantiq) vo asbaatii nisbat jo qazii.e me.n mauzuu-o-mahmuul (batdaa-o-Khabar) ke daramyaan hotii hai
- vajuub, vaajib honaa
Synonyms of iijaab
Antonyms of iijaab
Compound words of iijaab
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ijaab, English meaning of ijab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (iijaab)
iijaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone