Search results
Saved words
Showing results for "hukm-e-qazaa-o-qadar"
Meaning ofSee meaning hukm-e-qazaa-o-qadar in English, Hindi & Urdu
English meaning of hukm-e-qazaa-o-qadar
Noun, Masculine, Singular
- fate, predestination, the angels who preside over destiny, the recording angels
Sher Examples
ai jān-e-zār sabr kī koshish fuzūl hai
samjhā huā huuñ hukm-e-qazā-o-qadar ko maiñ
ai jaan-e-zar sabr ki koshish fuzul hai
samjha hua hun hukm-e-qaza-o-qadar ko main
kar ne do āh-o-nāla ki āḳhir rahūñgā baiTh
taslīm kar ke hukm-e-qazā-o-qadar ko maiñ
kar ne do aah-o-nala ki aaKHir rahunga baiTh
taslim kar ke hukm-e-qaza-o-qadar ko main
majbūr dil thā hukm-e-qazā-o-qadar se 'shauq'
ab kyā batā.eñ aa.e yahāñ phir kahāñ se ham
majbur dil tha hukm-e-qaza-o-qadar se 'shauq'
ab kya bataen aae yahan phir kahan se hum
हुक्म-ए-क़ज़ा-ओ-क़दर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- ईश्वरेच्छा, मशीयत, भाग्य, पूर्वनियति, कर्मों की पुस्तिका लिखने वाले स्वर्गदूत
حکم قضا و قدر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- وہ حکم جو باری تعالٰی نے کل موجودات کی نسبت لگا دیے ہیں، قضا وہ حکم اجمالی ہے جو روز ازل تمام موجودات کی نسبت لگایا جا چکا اور قدر وہ حکم ہے جو اس حکم ازلی یعنی قضا کے موافق ہر فرد کی نسبت بتدریج و بالتفصیل ہوتا رہتا ہے
- مشیت الہی، حکم الہی، تقدیر، پیش گوئی، نامۂ اعمال لکھنے والے فرشتے
Urdu meaning of hukm-e-qazaa-o-qadar
- Roman
- Urdu
- vo hukm jo baarii ta.aala ne kal maujuudaat kii nisbat laga di.e hain, qazaa vo hukm ijmaalii hai jo roz azal tamaam maujuudaat kii nisbat lagaayaa ja chukaa aur qadar vo hukm hai jo is hukm azalii yaanii qazaa ke muvaafiq har fard kii nisbat batadriij-o-bittafsiil hotaa rahtaa hai
- mashiiyat alahi, hukm alahi, taqdiir, peshago.ii, naama-e-aamaal likhne vaale farishte
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of hukmekazaaokadar, English meaning of hukmekazaokadar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (hukm-e-qazaa-o-qadar)
hukm-e-qazaa-o-qadar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone