Search results
Saved words
Showing results for "hissa"
Meaning ofSee meaning hissa in English, Hindi & Urdu
English meaning of hissa
Sher Examples
mere rone kā jis meñ qissa hai
umr kā behtarīn hissa hai
mere rone ka jis mein qissa hai
umr ka behtarin hissa hai
sukūt-e-shām kā hissa tū mat banā mujh ko
maiñ rañg huuñ so kisī mauj meñ milā mujh ko
sukut-e-sham ka hissa tu mat bana mujh ko
main rang hun so kisi mauj mein mila mujh ko
tujh se bichhḌūñ to tirī zaat kā hissa ho jā.ūñ
jis se martā huuñ usī zahr se achchhā ho jā.ūñ
tujh se bichhDun to teri zat ka hissa ho jaun
jis se marta hun usi zahr se achchha ho jaun
हिस्सा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- अंश, भाग, टुकड़ा, साझेदारी, विभाजन, कम्पनी का शेयर
- खंड, भाग, टुकड़ा, व्यवसाय में साझे का भाग, अंश, बाँट में आनेवाला भाग, कथा, मीलाद या ब्याह-शादी के अवसर पर मिलनेवाली मिठाई आदि।
حِصَّہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (کسی ایک شے یا مجموعہ اشیا کا) ٹُکڑا، جُزو نیز جزو جو تقسیم کے بعد حاصل ہو، بخرہ، پارہ، حصہ رسد
- کسی تقریب میں بانٹی جانے والی شیرینی یا کھانا
- پہرہ، نصیب، قسمت، حق
- کاروباری ادارے کے سرمائے کا جزو (جسکو حقِ ملکیت کے حاصل کرنے کے لیے خریدا یا اس سے دستبردار ہونے کے لیے بیچا جاسکے)
- کسی کے ساتھ کسی کام کے مخصوص ہونے کا عمل، اختصاص، امتیاز، حق
- بار، دفعہ
- حساب کتاب، حد، شُمار
- نوبت، باری
- دخل، شرکت، شمولیت (کسی کام کی انجام دہی یا تکمیل میں)
- قسم، نوع، گروپ
- (فوج کا) دستہ: ٹُکڑی
- صیغہ، سر رشتہ
- معاوضہ، محنتانہ، اجرت
- جزوِ کتاب، باب، فصل
- درجہ، مرتبہ
- مکان، تعمیر یا کسی رقبے کا ضلع یا گوشہ، مکانیت کا جزو
- علاقہ وادی کا شمالی حصّہ ہجراں کہلاتا ہے
- پہر
Urdu meaning of hissa
- Roman
- Urdu
- (kisii akshay ya majmuu.aa ashyaa ka) Tuk.Daa, juzo niiz juzu jo taqsiim ke baad haasil ho, baKhraah, paara, hissaa rasad
- kisii taqriib me.n baanTii jaane vaalii shiiriinii ya khaanaa
- pahra, nasiib, qismat, haq
- kaarobaarii idaare ke sarmaa.e ka juzu (jisko haq-e-milkiyat ke haasil karne ke li.e Khariidaa ya is se dastabardaar hone ke li.e bechaa ja sake
- kisii ke saath kisii kaam ke maKhsuus hone ka amal, iKhatisaas, imatiyaaz, haq
- baar, dafaa
- hisaab kitaab, had, shumaar
- naubat, baarii
- daKhal, shirkat, shamuuliiyat (kisii kaam kii anjaam dahii ya takmiil me.n
- kusum, nau, grup
- (fauj ka) dastaah Tuk.Dii
- siiGa, sar rishta
- mu.aavzaa, mehnataana, ujrat
- juzo-e-kitaab, baab, fasal
- darja, martaba
- makaan, taamiir ya kisii raqbe ka zilaa ya gosha, makaaniyat ka juzu
- ilaaqa vaadii ka shumaalii hissaa hijraa.n kahlaataa hai
- pahar
Synonyms of hissa
Antonyms of hissa
Idioms of hissa
Proverbs of hissa
Compound words of hissa
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (hissa)
hissa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone