Search results
Saved words
Showing results for "har-samt"
Meaning ofSee meaning har-samt in English, Hindi & Urdu
English meaning of har-samt
Adverb
- every direction, in every direction
Sher Examples
tasht meñ dhuup ke har-samt zamīñ hai raushan
jagmagātā hai makāñ aur makīñ hai raushan
tasht mein dhup ke har-samt zamin hai raushan
jagmagata hai makan aur makin hai raushan
phaile hue har-samt jahāñ hirs-o-havas huuñ
phūlegā phalegā vahāñ kyā peḌ vafā kā
phaile hue har-samt jahan hirs-o-hawas hun
phulega phalega wahan kya peD wafa ka
āvāz koī ho maiñ usī kī sadā sunūñ
har-samt mujh ko ek hī chehra dikhā.ī de
aawaz koi ho main usi ki sada sunun
har-samt mujh ko ek hi chehra dikhai de
हर-सम्त के हिंदी अर्थ
क्रिया-विशेषण
- हर तरफ़, हर एक दिशा में, सब तरफ़
ہَر سَمْت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعلق
- ہر طرف، ہر جانب، سب طرف
Urdu meaning of har-samt
- Roman
- Urdu
- har taraf, har jaanib, sab taraf
Related searched words
Showing search results for: English meaning of harsamt
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuubsuurat
ख़ूबसूरत
.خُوبصُورَت
beautiful, pretty, handsome,
[ Shalimar bahut khubsoorat bagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehat
सेहत
.صِحَت
health
[ Sehat kharab ho to zindagi ka maza kam ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasviir
तस्वीर
.تَصْوِیر
painting, picture, image, portrait
[ Ghar ki safai karte hue dadi-amma ke hath ka ek shisha mil gaya us par kapda pherte hi meri taswir raushan ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basaarat
बसारत
.بَصارَت
sight, power of seeing, vision
[ Aankhen bahut khubsoorat sahi basarat se mahroom hon to unhen aankhen kaun kahe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israar
इसरार
.اِصْرار
insistence, persistence, obstinacy
[ Koi dawat de aur bar-bar israr kare to inkar karna mushkil ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Aane wale salon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib manayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.صَدا
sound, voice, echo
[ Hindustani awam ne corruption ke khilaf sada baland karke sarkar ko bahut bada challenge kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaarat
सदारत
.صَدارَت
chairman
[ Aaj-kal jalson ki sadarat karna bhi izzat ki nishani samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sohbat
सोहबत
.صُحْبَت
companionship, society, company
[ Kaha jata hai ki sohbat rang zaroor lati hai achchhi ho to achchha buri ho to bura rang ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabir
साबिर
.صابِر
patient, enduring, forbearing
[ Saabir insaan jaldbaazi nahin karta balki waqt ka intizaar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (har-samt)
har-samt
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone