Search results
Saved words
Showing results for "ham-navaa"
Meaning ofSee meaning ham-navaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ham-navaa
Explanatory Video
Sher Examples
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
maiñ huuñ dard-e-ishq se jāñ-ba-lab mujhe zindagī kī duā na de
mere ham-nafas mere ham-nawa mujhe dost ban ke dagha na de
main hun dard-e-ishq se jaan-ba-lab mujhe zindagi ki dua na de
vo kaun dil hai jahāñ meñ kah duuñ jise ki ye aap kā nahīñ hai
ġhazab to ye hai ki merā dil hai magar mirā ham-navā nahīñ hai
wo kaun dil hai jahan mein kah dun jise ki ye aap ka nahin hai
ghazab to ye hai ki mera dil hai magar mera ham-nawa nahin hai
umr bhar kī navā-garī kā sila
ai ḳhudā koī ham-navā hī de
umr bhar ki nawa-gari ka sila
ai KHuda koi ham-nawa hi de
हम-नवा के हिंदी अर्थ
विशेषण
- सहमत, एक राय, एक मत, समध्वनि और हम-ख़याल, समर्थक
- (लाक्षणिक) साथी, मित्र
ہَم نَوا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ہم آواز نیز ہم خیال، متفق الرَّائے
- (مجازاً) ساتھی، رفیقِ کار
Urdu meaning of ham-navaa
- Roman
- Urdu
- ham aavaaz niiz hamaKhyaal, muttfiq alraa.e
- (majaazan) saathii, raphiik-e-kaar
Synonyms of ham-navaa
Showing search results for: English meaning of hamnava, English meaning of hamnavaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaal
मुहाल
.مُحال
extremely difficult
[ Dar ki wajah se Uzair ke paanv mein kapkapi paida ho jati hai jiski wajah se manzil tak pahunchna muhal ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaaz
रियाज़
.رِیاض
regular and constant practice to learn something
[ Har fan mein kamal hasil karne ke liye sakht riyaz ki zaroorat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-'unvaanii
बद-'उनवानी
.بَد عُنْوانی
corruption, malpractice
[ Aajkal har mahkame mein kuchh na kuchh bad-unvani ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbuuliyat
मक़बूलियत
.مَقبُولِیَت
agreeableness, acceptability, popularity
[ Urdu ki maqbuliyat din-ba-din badhti ja rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuurii
'उबूरी
.عُبُوری
provisional, interim, transitional
[ Adalat-e-uzma ne uburi zamant qabl-za giraftari ka faisla mahfuz kar lia hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sangiin
संगीन
.سَنْگین
frightful, dangerous
[ Kai sangin ladaiyon ke baad Corsica ke bashinde taaqat se maghlub ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adam-e-musaavaat
'अदम-ए-मुसावात
.عَدَمِ مُساوات
lack of equality
[ Adam-e-musawat se muaashare mein nifaq (Disunion) paida hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parii-KHaana
परी-ख़ाना
.پَری خانَہ
a house where many beautiful women live, fairy house
[ Nawab aur rayis takmil-e-shauq ke liye pari-khane tamir karwate the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zyaadtii
ज़्यादती
.زِیادْتی
excess, force
[ Achchhe ustad kam hote hain aur aksar ko discipline mein be-jaa zyadati hi thik raah nazar aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-kirdaar
बद-किरदार
.بَد کِرْدار
wicked, sinful
[ Bad-kirdar shakhs samaj ke liye nuqsan-dah hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ham-navaa)
ham-navaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone