Search results
Saved words
Showing results for "habaab"
Meaning ofSee meaning habaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of habaab
Noun, Masculine
- bubble
- decoration bulb
- glass-vessel for containing wine
Sher Examples
hastī apnī habāb kī sī hai
ye numā.ish sarāb kī sī hai
hasti apni habab ki si hai
ye numaish sarab ki si hai
ahvāl dekh kar mirī chashm-e-pur-āb kā
dariyā se aaj TuuT gayā dil habāb kā
ahwal dekh kar meri chashm-e-pur-ab ka
dariya se aaj TuT gaya dil habab ka
pistāñ haiñ habāb aur shikam bahr-e-latāfat
maujeñ haiñ baTeñ peT kī dariyā kā bhañvar naaf
pistan hain habab aur shikam bahr-e-latafat
maujen hain baTen peT ki dariya ka bhanwar naf
हबाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पानी का बुलबुला
- पानी का बुलबुला, एक आभूषण, घर में सजाए जाने वाले शीशे
- शीशे का एक प्रकार का गोला जो अन्दर से बिलकुल पोला होता है, और प्राय सजावट के लिए छतों में लटकाने के काम आता है
- बुलबुल, बुद्बुद
- बुलबुला
- सजावट के रूप में छतों से लटकाया जाने वाला शीशे का बना वह गोला जो अंदर से पोला होता है
حَباب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پانی کا وہ قطرہ جو ہوا بھرنے سے پھول کر اوپرابھر آتا اورالٹے پیالے کی شکل کا ہوتا ہے، بلبلا
- ایک زیور کا نام جو ہاتھوں میں پہنا جاتا ہے
- باریک شیشے کے کنول، وہ گولے جو باریک شیشے کے مختلف سائز کے مختلف رنگوں میں ہوتے ہیں اورآراستگی کے لیے مکانوں کی چھتوں یا طاقوں میں لگائے جاتے ہیں قمقمہ
- شراب رکھنے کا شیشہ جو حباب کی شکل کا ہوتا ہے
- شیشے کے گول کھلونے جن میں بچّوں کے لیے رنگدار پانی بھرتے ہیں
- وہ بلبلہ سا جو شیشے میں رہ جاتا ہے، وہ حباب کی شکل جو ہوا بند ہو جانے سے جرم میں شیشے کے رہ جاتی ہے
- سفوف سے بھرا ہوا قمقمہ
- معمل میں تجربات کے لیے مستعمل شیشے کا گول ظرف
Urdu meaning of habaab
- Roman
- Urdu
- paanii ka vo qatra jo hu.a bharne se phuul kar opara bhar aataa aur ulTe pyaale kii shakl ka hotaa hai, bulbula
- ek zevar ka naam jo haatho.n me.n pahna jaataa hai
- baariik shiishe ke kanval, vo gole jo baariik shiishe ke muKhtlif saa.iz ke muKhtlif rango.n me.n hote hai.n aur aaraastagii ke li.e makaano.n kii chhato.n ya taako.n me.n lagaa.e jaate hai.n qumquma
- sharaab rakhne ka shiisha jo hubaab kii shakl ka hotaa hai
- shiishe ke gol khilaune jin me.n bachcho.n ke li.e rangdaar paanii bharte hai.n
- vo bulbula saa jo shiishe me.n rah jaataa hai, vo hubaab kii shakl jo hu.a band ho jaane se jurm me.n shiishe ke rah jaatii hai
- safuuf se bhara hu.a qumquma
- muammal me.n tajurbaat ke li.e mustaamal shiishe ka gol zarf
Synonyms of habaab
Rhyming words of habaab
Compound words of habaab
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of habab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (habaab)
habaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone