Search results
Saved words
Showing results for "ghuTan"
Meaning ofSee meaning ghuTan in English, Hindi & Urdu
English meaning of ghuTan
Noun, Feminine
- suffocation, (of the weather) sultriness
- feeling of shortness of breath, stuffiness
- state or condition in which there is no freedom of action or speech
Sher Examples
koī to phuul khilā.e duā ke lahje meñ
ajab tarah kī ghuTan hai havā ke lahje meñ
koi to phul khilae dua ke lahje mein
ajab tarah ki ghuTan hai hawa ke lahje mein
ghuTan taḌpan udāsī ashk rusvā.ī akelā-pan
baġhair in ke adhūrī ishq kī har ik kahānī hai
ghuTan taDpan udasi ashk ruswai akela-pan
baghair in ke adhuri ishq ki har ek kahani hai
ghuTan sī hone lagī us ke paas jaate hue
maiñ ḳhud se ruuTh gayā huuñ use manāte hue
ghuTan si hone lagi us ke pas jate hue
main KHud se ruTh gaya hun use manate hue
घुटन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ऐसी अवस्था जिसमें काम न सूझने पर मन में बहुत घबराहट होती हो
- दम घुटने की अवस्था या भाव, हवा बंद होने का एहसास, साँस लेने में कठिनाई महसूस करना
- भावनात्मक घुटन जो शांत रहने सी पैदा होती है, जी घबराना
- कष्ट और घबराहट की अवस्था
گُھٹَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ایسی کیفیت جس میں کام کی کوئی تدبیر نہ سوجھے اور من میں گھبراہٹ ہوتی ہے
- دم گُھٹنے اور دم رکنے کی کیفیت، ماحول کی گھٹن، وہ کیفیت جو ہوا بند ہونے سے پیدا ہوتی ہے، گھمس
- جذبات کی گھٹن جو خاموش رہنے سی پیدا ہوتی ہے، جی گھبرانا
- اداسی اور گھبراہٹ کی کیفیت
Urdu meaning of ghuTan
- Roman
- Urdu
- a.isii kaifiiyat jis me.n kaam kii ko.ii tadbiir na suujhe aur man me.n ghabraahaT hotii hai
- dam ghuTne aur dam rukne kii kaifiiyat, maahaul kii ghuTan, vo kaifiiyat jo hu.a band hone se paida hotii hai, ghamas
- jazbaat kii ghuTan jo Khaamosh rahne sii paida hotii hai, jii ghabraanaa
- udaasii aur ghabraahaT kii kaifiiyat
Synonyms of ghuTan
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ghuTan)
ghuTan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone