Search results
Saved words
Showing results for "ghaTaa-Top"
Meaning ofSee meaning ghaTaa-Top in English, Hindi & Urdu
English meaning of ghaTaa-Top
Noun, Masculine
Adjective
- extreme dark
Sher Examples
ghaTā-Top tārīkiyāñ chār-sū haiñ
sahar hai mire vāste shaam saaqī
ghaTa-Top tarikiyan chaar-su hain
sahar hai mere waste sham saqi
nafrat ke ghaTā-Top añdhere meñ 'zakī' tum
ik sham.a mohabbat kī jilā kyoñ nahīñ dete
nafrat ke ghaTa-Top andhere mein 'zaki' tum
ek shama mohabbat ki jila kyon nahin dete
jahāñ azal se ghaTā-Top zulmateñ haiñ muhīt
vahāñ bhī aaj farozāñ nigāh-e-ādam hai
jahan azal se ghaTa-Top zulmaten hain muhit
wahan bhi aaj farozan nigah-e-adam hai
घटा-टोप के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
विशेषण
- (लाक्षणिक) अत्यधिक काला
گَھٹا ٹوپ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ غلاف جو پالکی، رتھ اور سکھیال وغیرہ پر گرد وغبار اور بارش سے محفوظ رکھنے کے لیے ڈالتے ہیں
- غلاف، ٹوپ، ٹوپا
- گھنے بادلوں کی گہری اور چاروں سمت چھائی ہوئی گھٹا جس سے عموماً اندھیرا ہو جاتا ہے، گھنے بادلوں کا گھیرا، گھنگھور گھٹا
- (مجازاً) گرد وغبار
- چاروں سمت سے گھیر لینے والا گروہ
صفت
- (مجازاً) بہت سیاہ
Urdu meaning of ghaTaa-Top
- Roman
- Urdu
- vo Galaaf jo paalakii, rath aur sakhyaal vaGaira par gard-o-Gubaar aur baarish se mahfuuz rakhne ke li.e Daalte hai.n
- Galaaf, Top, Topaa
- ghane baadlo.n kii gahirii aur chaaro.n simt chhaa.ii hu.ii ghaTaa jis se umuuman andheraa ho jaataa hai, ghane baadlo.n ka gheraa, ghanghor ghaTaa
- (majaazan) gard-o-Gubaar
- chaaro.n simt se gher lene vaala giroh
- (majaazan) bahut syaah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ghataatop, English meaning of ghatatop
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraamosh
फ़रामोश
.فَراموش
forgetfulness
[ Zindagi ke bahut sare waqiat qabil-e-faramosh hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiq
फ़रीक़
.فَرِیق
party, company, body
[ Wakil ne mukhalif fariq ke gawah ko apni taraf mila liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadGan
क़दग़न
.قَدْغَن
prohibition, ban, restriction
[ Dahshat-gardi par qadghan lagane ke liye Hindustan ko sakht qanun banane chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shujaa'at
शुजा'अत
.شُجَاعَت
bravery, valour, chivalry
[ Umar ki shujaa'at ki kahani abhi bhi yaad ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tamGaa
तम्ग़ा
.تَمْغا
medal
[ Akram ne nishane-bazi mein kaanse ka tamgha jita ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaqqe'
मुतवक़्क़े'
.مُتَوَقِّع
expectant, anticipating
[ Jaise suluk ki tum dosron se mutawaqqe ho waisa hi suluk tum bhi auron se karo ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afraa-tafrii
अफ़रा-तफ़री
.اَفْرا تَفْری
hurly-burly, uproar, chaos
[ Rustam ke kaman ki jhankar sun kar mukhalifon ki saf mein afra-tafri mach gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inkishaaf
इंकिशाफ़
.اِنْکِشاف
disclosure, exposure, revelation
[ Janch ke baad ye inkishaf hua ki uske upar laga ilzam puri tarah se be-buniyad hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izaafa
इज़ाफ़ा
.اِضافَہ
increase, augmentation
[ Barsat ke dinon mein nadiyon ki rawani mein izafa ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ghaTaa-Top)
ghaTaa-Top
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone