Search results
Saved words
Showing results for "gha.Diyaal"
Meaning ofSee meaning gha.Diyaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of gha.Diyaal
Sher Examples
azīzo is ko na ghaḌiyāl kī sadā samjho
ye umr-e-rafta kī apnī sadā-e-pā samjho
azizo is ko na ghaDiyal ki sada samjho
ye umr-e-rafta ki apni sada-e-pa samjho
buland āvāz se ghaḌiyāl kahtā hai ki ai ġhāfil
kaTī ye bhī ghaḌī tujh umr se aur tū nahīñ chetā
buland aawaz se ghaDiyal kahta hai ki ai ghafil
kaTi ye bhi ghaDi tujh umr se aur tu nahin cheta
kal shab-e-vasl meñ kyā jald bajī thiiñ ghaḌiyāñ
aaj kyā mar ga.e ghaḌiyāl bajāne vaale
kal shab-e-wasl mein kya jald baji thin ghaDiyan
aaj kya mar gae ghaDiyal bajaane wale
घड़ियाल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- समय बताने के लिये बजने वाला घंटा, कल या बिजली से चलने वाला घंटा जो मिनारों पर होता है और हर एक घंटे के अंतराल पर बजता है
- वह बड़ा घंटा जो पूजा या किसी सूचना के लिए बजाया जाता है, जो सात धातुओं से बना हुआ कांस्य घंटा जो चपटा थाली के शक्ल का भी होता और अंदर से ख़ाली, जिसे मुँगरा से आघात करके बजाया जाता है, उलटे प्याले की शक्ल का भी होता है, जिसमें लटकन होता है और प्रायः अमीरों के द्वारों या मंदिरों में बजाते हैं
- एक बड़ा और हिंसक जलजंतु, ग्राह, मगरमच्छ, मगर (घड़ियाल आठ दस हाथ लंबा और गोह या छिपकली के आकार का होता है, इसकी पीठ पर का चमड़ा काला और कड़ा होता है, इसकी ठोर का ऊपरी भाग लोटे के आकार का होता है जिसे तूँबी या मटुक कहते हैं )
- दिल्ली में इस शब्द को स्त्रीलिंग बोलते हैं और लखनऊ में पुल्लिंग
گَھڑیال کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- رقاص (پنڈولم) یا بجلی سے چلنے والی گھنٹہ جومناروں وغیرہ پر آویزاں ہوتا ہے اور ہر گھنٹے پر بجتا ہے
- سات دھاتوں سے بنایا جانے والا یا برنجی گھنٹہ جو چپٹا تھالی کی شکل کا بھی ہوتا ہے اور جوف دار بھی جس کو موگری مار کر بجایا جاتا ہے، الٹے پیالے کی شکل کا بھی ہوتا ہے جس میں لٹکن ہوتا ہے عموماً امیروں کے دروازوں پر یا مندروں میں بجاتے ہیں، فارسی میں گریال ہے
- مگر، مگرمچھ، نہنگ
- اس معنی میں لکھنؤ میں مذکر، دہلی میں مونث ہے مذکر
Urdu meaning of gha.Diyaal
- Roman
- Urdu
- rakkaas (panDo lim) ya bijlii se chalne vaalii ghanTaa jo minaaro.n vaGaira par aavezaa.n hotaa hai aur har ghanTe par bajtaa hai
- saat dhaato.n se banaayaa jaane vaala ya biranjii ghanTaa jo chapTaa thaalii kii shakl ka bhii hotaa hai aur jofdaar bhii jis ko mogarii maar kar bajaayaa jaataa hai, ulTe pyaale kii shakl ka bhii hotaa hai jis me.n laTkan hotaa hai umuuman amiiro.n ke darvaazo.n par ya mandiro.n me.n bajaate hain, faarsii me.n garyaal hai
- magar, magarmachchh, nihang
- is maanii me.n lakhanu.u me.n muzakkar, dillii me.n hai mazkar
Proverbs of gha.Diyaal
Compound words of gha.Diyaal
Interesting Information on gha.Diyaal
گھڑیال جانور کے نام کے طور پر ہو، یا ’’بڑی گھڑی، گھنٹہ ‘‘ کے معنی میں، یہ لفظ ہمیشہ مذکر ہے، اس کا مؤنث کچھ نہیں۔ دیکھئے،’’ تانیث سے عاری نام، جانوروں کے‘‘۔
ماخذ: لغات روز مرہ
مصنف: شمس الرحمن فاروقی
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ghadiyaal, English meaning of ghadiyal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (gha.Diyaal)
gha.Diyaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone