Search results
Saved words
Showing results for "gat"
Meaning ofSee meaning gat in English, Hindi & Urdu
English meaning of gat
Noun, Feminine
Sher Examples
āshiqoñ kī burī gat hotī hai
tum sitārī to bajāyā na karo
aashiqon ki buri gat hoti hai
tum sitari to bajaya na karo
banā.ī kyā burī gat mai-kade meñ bāda-noshoñ ne
'riyāz' aa.e the kal jaama pahan kar pārsā.ī kā
banai kya buri gat mai-kade mein baada-noshon ne
'riyaz' aae the kal jama pahan kar parsai ka
haath kañgan ko aarsī kaisī
giit kī gat ko lai kī laag lage
hath kangan ko aarsi kaisi
git ki gat ko lai ki lag lage
गत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- हालत
विशेषण
- बीता हुआ, पिछला
- स्थित, प्राप्त
- मृत
گَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- حالت، کیفیت
- (موسیقی) ساز کے پردوں کی بندش، دُھن خصوصاً رواں، گردشی، بار بار دھرائی جانے والی آواز، سُر، بول، راگ نیز ایک تال کا نام
- تالی (جو ناچ کے وقت بطور تال کے بجائی جائے)
- (موسیقی) وہ دُھن جو رقص کے ساتھ بجائی جائے، آواز کی چال
- دھن کے ساتھ ایک قسم کا ناچ، رقص کے ساتھ چلنے والی دُھن
- ڈھنگ، طرز، انداز، طرح
- شناخت، پہچان
- دسترس، پہن٘چ
- خوشی، لطف، انبساط، فرحت، مسرت، مزہ
- حال، حقیقت
- صناعی، ہنرمندی، مزاج، طبیعت
- اجرامِ فلکی کی مکمل گردش
- سیّارے کی روزانِہ حرکت
- سلیقہ
- رفتار، چال
- اختتام، انجام، خاتمہ
- ہندوؤں کے مُردے جلانے کی رسم، کریا کرم
- کبوتر کا غٹرغوں کرنا، کبوتر کا آواز نکالنا یا گون٘جنا، آوازیں نکالنا
- زد و کوب
- (ھ) مونث (عو) حالت، طرح، حرکت۔زنانے کپڑے پہن کر تم نے اپنی بُری گت بنائی، (ہندو) مردے کے جلانے کی رسمیں، بول کے خلاف، سرگم جس سے ناچ اور راگ کا اندازۃ ہوتا ہے، بجانا بجنا کے ساتھ)، ایک قسم کا ناچ، سازوں کے بجانے کا طرز
Urdu meaning of gat
- Roman
- Urdu
- haalat, kaifiiyat
- (muusiiqii) saaz ke pardo.n kii bandish, dhun Khusuusan ravaan, gradshii, baar baar dharaa.ii jaane vaalii aavaaz, sur, bol, raag niiz ek taal ka naam
- taalii (jo naach ke vaqt bataur taal ke bajaa.ii jaaye
- (muusiiqii) vo dhun jo raqs ke saath bajaa.ii jaaye, aavaaz kii chaal
- dhan ke saath ek kism ka naach, raqs ke saath chalne vaalii dhun
- Dhang, tarz, andaaz, tarah
- shanaaKht, pahchaan
- dastaras, pahunch
- Khushii, lutaf, imbisaat, farhat, musarrat, mazaa
- haal, haqiiqat
- sunaa.ii, hunarmandii, mizaaj, tabiiyat
- ajraam-e-falkii kii mukammal gardish
- siiXyaare kii rozaana harkat
- saliiqa
- raftaar, chaal
- iKhattaam, anjaam, Khaatmaa
- hinduu.o.n ke murde jalaane kii rasm, kriyaakarm
- kabuutar ka guTarguu.n karnaa, kabuutar ka aavaaz nikaalnaa ya guunjnaa, aavaaze.n nikaalnaa
- zad-o-kob
- (ha) muannas (o) haalat, tarah, harkat।zanaane kap.De pahan kar tum ne apnii burii gati banaa.ii, (hinduu) marde ke jalaane kii rasmen, bol ke Khilaaf, sargam jis se naach aur raag ka andaazৃ hotaa hai, bajaanaa bajnaa ke saath), ek kism ka naach, saazo.n ke bajaane ka tarz
Synonyms of gat
Proverbs of gat
Rhyming words of gat
Compound words of gat
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (gat)
gat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone