Search results
Saved words
Showing results for "Galat-bayaanii"
Meaning ofSee meaning Galat-bayaanii in English, Hindi & Urdu
English meaning of Galat-bayaanii
Adjective
- lying, saying something which is not fact, disinformation, wrong or misleading declaration
Sher Examples
ġhalat-bayānī se 'shād' ahl-e-suḳhan abhī kaam le rahe haiñ
nahīñ hai har-chand vo zamāna dahan nahīñ hai kamar nahīñ hai
ghalat-bayani se 'shad' ahl-e-suKHan abhi kaam le rahe hain
nahin hai har-chand wo zamana dahan nahin hai kamar nahin hai
phir us ke ba.ad phaloñ meñ miThās aa.ī nahīñ
shajar ne kaam liyā thā ġhalat-bayānī se
phir us ke baad phalon mein miThas aai nahin
shajar ne kaam liya tha ghalat-bayani se
ġhalat-bayānī pe us kī yaqīñ dikhātī rahī
maiñ sab samajhtī rahī aur muskurātī rahī
ghalat-bayani pe us ki yaqin dikhati rahi
main sab samajhti rahi aur muskuraati rahi
ग़लत-बयानी के हिंदी अर्थ
विशेषण
- गलत सूचना जो गुमराह करने के उद्देश्य से हो, दरोग़ गोई, हक़ीक़त के ख़िलाफ़ बयान करना, दुष्प्रचार
غَلَط بَیانی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- خلاف واقعہ بیان کرنا، دروغ گوئی، حقیقت کے خلاف بیان کرنا
Urdu meaning of Galat-bayaanii
- Roman
- Urdu
- Khilaaf vaaqiya byaan karnaa, daroG go.ii, haqiiqat ke Khilaaf byaan karnaa
Synonyms of Galat-bayaanii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of galatbayaanee, English meaning of galatbayaani
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabassum
तबस्सुम
.تَبَسُّم
smile
[ Ziad ki baat puri nahin hui thi Ruqayya ne sirf labon ko junbish di aur ek tabassum se uska jawab mukammal kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kohna
कोहना
.کُہْنَہ
old, ancient, obsolete
[ Aur chahate hain ki is jadid ahd (Modern Period) mein kohna aur farsuda (old) balaon ko patthar ka bana den ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mukaalama
मुकालमा
.مُکالَمَہ
talking together
[ Mukalma Kalila wa Dimna ka yahan tak pahuncha tha ki ghussa sher ka sard hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mubaahasa
मुबाहसा
.مُباحَثہ
debate, discussion, reasoning, argument
[ Khwandagi par bahas-o-mubahasa ke liye ek ijtimayi jalsa ka in'iqad kiya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jumbish
जुंबिश
.جُن٘بِش
move, motion, movement
[ Shumali Hind ki trainon mein bheed ka ye aalam hota hai ki ek zara si junbish bhi muhal rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qalb
क़ल्ब
.قَلْب
the heart
[ blood pressure ek tarah ka maraz-e-qalb hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farsuuda
फ़र्सूदा
.فَرْسُودَہ
eroded, weathered, spoiled by time or age, effaced
[ Pichhle salon mein kayi mubahison ke baad ye zaili safhaat ab farsooda ho gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masruur
मसरूर
.مَسْرُور
happy, joyful, glad
[ Pole-Dance karte raqqason ne nazireen ko masroor kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqtidaar
इक़्तिदार
.اِقْتِدار
influence, control
[ Iqtidar-e-aala ki bag-dor ek aadami ke hath mein nahi honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (Galat-bayaanii)
Galat-bayaanii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone