Search results
Saved words
Showing results for "ek-aadh"
Meaning ofSee meaning ek-aadh in English, Hindi & Urdu
English meaning of ek-aadh
Adjective
- one half, some, a few, very few
Sher Examples
kahte ho ek-ādh kī hai mere hāthoñ maut
ham bhī samajhte haiñ ye sunāte ho ham ko kyā
kahte ho ek-adh ki hai mere hathon maut
hum bhi samajhte hain ye sunate ho hum ko kya
kahīñ kahīñ se kuchh misre ek-ādh ġhazal kuchh sher
is pūñjī par kitnā shor machā saktā thā maiñ
kahin kahin se kuchh misre ek-adh ghazal kuchh sher
is punji par kitna shor macha sakta tha main
aisā na ho ki taaza havā ajnabī lage
kamre kā ek-ādh darīcha khulā bhī rakh
aisa na ho ki taza hawa ajnabi lage
kamre ka ek-adh daricha khula bhi rakh
एक-आध के हिंदी अर्थ
विशेषण
- एक का आधा, गिनती में बहुत कम या थोड़े, कुछ, थोड़ा
ایک آدھ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ایک کا آدھا، گنتی میں بہت کم، تھوڑا، کچھ
Urdu meaning of ek-aadh
- Roman
- Urdu
- ek ka aadhaa, gintii me.n bahut kam, tho.Daa, kuchh
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ekaadh, English meaning of ekadh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ek-aadh)
ek-aadh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone