Search results
Saved words
Showing results for "Duub jaanaa"
Meaning ofSee meaning Duub jaanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of Duub jaanaa
- to sink, drown, submerge, (of money) be lost, be ruined, be engrossed
Sher Examples
samundar ho to us meñ Duub jaanā bhī ravā hai
magar dariyāoñ ko to paar karnā chāhiye thā
samundar ho to us mein Dub jaana bhi rawa hai
magar dariyaon ko to par karna chahiye tha
kaun ehsān-e-nā-ḳhudā.ī le
is se behtar to Duub jaanā hai
kaun ehsan-e-na-KHudai le
is se behtar to Dub jaana hai
tumhāre saath hī us ko bhī Duub jaanā hai
ye jāntā hai musāfir tire safīne kā
tumhaare sath hi us ko bhi Dub jaana hai
ye jaanta hai musafir tere safine ka
डूब जाना के हिंदी अर्थ
- डूबना, तबाह होना, बर्बाद होना
- विचार में खो जाना, एकाग्र हो जाना, लीन हो जाना, चिंता में डूब जाना
- पसीने में लत-पत हो जाना, तरबतर हो जाना
- ख़सारा, हानि या घाटा हो जाना
- धन का व्यर्थ होना
- नक़दी जाती रहना
- (चाँद, सूरज और सितारों का) डूब जाना, छुप जाना
- छुप जाना, ओझल हो जाना
- भीड़ या सेना में घुस आना
- (कबूतरबाज़ी) कबूतर का नज़र से ओझल हो जाना, बहुत बुलंदी पर चले जाना
- तहस-नहस हो जाना, पतनशील हो जाना
- रंग में रंग जाना, किसी का सा हो जाना, अधिक प्रभावित होना
- बेहोशी आना, दिल बैठना
- बर्बाद जाना, व्यर्थ जाना, मिट जाना
ڈُوب جانا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- ڈوبنا، تباہ ہونا، غارت ہونا
- خیال میں کھو جانا، منہمک ہو جانا، مستغرق ہو جانا، فکر میں گم ہو جانا
- پسینے میں شرابور ہو جانا، تربتر ہو جانا
- خسارہ، نقصان یا گھاٹا ہو جانا
- رقم کا ضائع ہونا
- نقدی جاتی رہنا
- (چاند ، سورج اور ستاروں کا) غروب ہو جانا، چھپ جانا
- چھپ جانا، اوجھل ہو جانا
- مجمع یا فوج میں در آنا
- (کبوتر بازی) کبوتر کا نظر سے اوجھل ہو جانا، بہت بلندی پر چلے جانا
- تباہ و برباد ہو جانا، زوال پذیر ہو جانا
- رنگ میں رنگ جانا، کسی کا سا ہو جانا، بہت اثر قبول کرنا
- غشی آنا، دل بیٹھنا
- رائیگاں جانا، ضائع ہو جانا، معدوم ہو جانا، مٹ جانا
Urdu meaning of Duub jaanaa
- Roman
- Urdu
- Duubnaa, tabaah honaa, Gaarat honaa
- Khyaal me.n kho jaana, munahmik ho jaana, musatGarqi ho jaana, fikr me.n gum ho jaana
- pasiine me.n sharaabor ho jaana, tarabtar ho jaana
- Khasaaraa, nuqsaan ya ghaaTa ho jaana
- raqam ka zaa.e honaa
- naqdii jaatii rahnaa
- (chaand, suuraj aur sitaaro.n ka) Guruub ho jaana, chhup jaana
- chhup jaana, ojhal ho jaana
- majmaa ya fauj me.n dar aanaa
- (kabuutarbaazii) kabuutar ka nazar se ojhal ho jaana, bahut bulandii par chale jaana
- tabaah-o-barbaad ho jaana, zavaalapziir ho jaana
- rang me.n rang jaana, kisii ka saa ho jaana, bahut asar qabuul karnaa
- Gashii aanaa, dil baiThnaa
- raaygaa.n jaana, zaa.e ho jaana, maaduum ho jaana, miT jaana
Related searched words
Showing search results for: English meaning of doob jaanaa, English meaning of doob jana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koyi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nashv-o-numaa
नश्व-ओ-नुमा
.نَشو و نُما
growth, development, increase
[ Naujawani ki umr talimi idaron aur talim se ibarat hoti hai unki zehni salahiyaton ki nashu-o-numa karna asatiza ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nuKHust
नुख़ुस्त
.نُخُسْت
principal, the first
[ Roz-e-nukhust se hi Hindustan khud-inhisari ki taraf gamzan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiib
रक़ीब
.رَقِیب
rival or competitor
[ Hatmi (definite) muqable mein do hi ham-sar yaa raqib pahunchte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
narGa
नर्ग़ा
.نَرغَہ
ring or circle round a quarry (man or animal)
[ Shikar ko qabu mein lane ke liye shikari ek halqa bana lete hain aur use nargha kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiza
फ़रीज़ा
.فَرِیضَہ
liability, responsibility
[ Mu'ashare ka fariza ashkhas (People) ki taraqqi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nadaamat
नदामत
.نَدامَت
shame
[ Yusuf ke muamle mein baap se kis qadr nadamat ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'allim
मु'अल्लिम
.مُعَلِّم
teacher, instructor, tutor
[ Ye mu'allim ka fariza hai ki jo kuchh janta hai use apne shagirdon ko muntaqil kar de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munashshiyaat
मुनश्शियात
.مُنَشِّیات
Intoxicating drinks or drugs, intoxicants
[ Malesiyai police ne munashshiyat ka dhanda karne wale ek giroh ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view, meeting with beloved
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (Duub jaanaa)
Duub jaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone