Search results
Saved words
Showing results for "duniyaa"
Meaning ofSee meaning duniyaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of duniyaa
Sher Examples
sair kar duniyā kī ġhāfil zindagānī phir kahāñ
zindagī gar kuchh rahī to ye javānī phir kahāñ
sair kar duniya ki ghafil zindagani phir kahan
zindagi gar kuchh rahi to ye jawani phir kahan
duniyā meñ huuñ duniyā kā talabgār nahīñ huuñ
bāzār se guzrā huuñ ḳharīdār nahīñ huuñ
duniya mein hun duniya ka talabgar nahin hun
bazar se guzra hun KHaridar nahin hun
huā hai tujh se bichhaḌne ke ba.ad ye ma.alūm
ki tū nahīñ thā tire saath ek duniyā thī
hua hai tujh se bichhaDne ke baad ye malum
ki tu nahin tha tere sath ek duniya thi
दुनिया के हिंदी अर्थ
دُنْیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- موجود عالم، موجود زندگی، آخرت کی نقیض، چونکہ دُنیا عاقبت سے پہلے اور آدمی کے لیے بمقابلہ آخرت قریب ہے اس لیے ( لفظی معنوں کی مناسبت سے ) دُنیا کہلاتی ہے، کائنات، جہان
- زنین، کرۂ ارض
- حیاتِ ارضی اور اس کے مشاغیل زِندگی ، پیدائش سے موت تک کا زمانہ
- سب لوگ، سبھی لوگ، سارے متعلقین
- دُنیا کے لوگ، خلائق
- کثرت، افراط، مجموعہ، بہت سی چیزیں، انبار
- مذہب کے سوا دوسرے کام یا دلچسپیاں، دین یا مذہب کی ضد
- دور، زمانہ، ماحول، فضا
- کل کائنات، متاع زندگی، دولت، جائدار، دنیا کے مزے
- کل آبادی، ہستی، معاشرہ، سوسائٹی، (انسان یا کوئی اور) نظام، ہستی
- (تصوّف) حق سے غافل ہونے کو اور حق کے فراموش کرنے کو کہتے ہیں
- (کمپیوٹر) (حساب کتاب کا ایک آلہ) کا نچلا حصّہ جس کے ہر تار میں پانچ دانے ہوتے ہیں اور ہر دانے کی قیمت ایک ہوتی ہے
Urdu meaning of duniyaa
- Roman
- Urdu
- maujuud aalim, maujuud zindgii, aaKhirat kii naqiiz, chuu.nki duniyaa aaqibat se pahle aur aadamii ke li.e bamuqaablaa aaKhirat qariib hai is li.e ( lafzii maaano.n kii munaasabat se ) duniyaa kahlaatii hai, kaaynaat, jahaan
- zaniin, kurra-e-arz
- hayaat-e-arzii aur is ke mashaaGiil zindgii, paidaa.ish se maut tak ka zamaana
- sab log, sabhii log, saare mutaalliqiin
- duniyaa ke log, Khalaa.iq
- kasrat, ifraat, majmuu.aa, bahut sii chiizen, ambaar
- mazhab ke sivaa duusre kaam ya dilchaspiyaan, den ya mazhab kii zid
- duur, zamaana, maahaul, fizaa
- kal kaaynaat, mataa zindgii, daulat, jaa.aidaar, duniyaa ke maze
- kal aabaadii, hastii, mu.aashraa, sosaa.iTii, (insaan ya ko.ii aur) nizaam, hastii
- (tasavvuph) haq se Gaafil hone ko aur haq ke faraamosh karne ko kahte hai.n
- (kampyuuTar) (hisaab kitaab ka ek aalaa) ka nichlaa hissaa jis ke har taar me.n paa.nch daane hote hai.n aur har daane kii qiimat ek hotii hai
Synonyms of duniyaa
Interesting Information on duniyaa
دنیا عربی میں الف مقصورہ سے ’’دنییٰ‘‘ تھا۔ اردو فارسی میں سیدھے الف ہی سے صحیح ہے۔
ماخذ: لغات روز مرہ
مصنف: شمس الرحمن فاروقی
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of duniya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (duniyaa)
duniyaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone