Search results
Saved words
Showing results for "dil-e-naakaam"
Meaning ofSee meaning dil-e-naakaam in English, Hindi & Urdu
English meaning of dil-e-naakaam
Noun, Masculine
- a heart unsuccessful in love
Sher Examples
kaun sī baat na.ī ai dil-e-nākām huī
shaam se sub.h huī sub.h se phir shaam huī
kaun si baat nai ai dil-e-nakaam hui
sham se subh hui subh se phir sham hui
jab huā zikr zamāne meñ mohabbat kā 'shakīl'
mujh ko apne dil-e-nākām pe ronā aayā
jab hua zikr zamane mein mohabbat ka 'shakil'
mujh ko apne dil-e-nakaam pe rona aaya
ab mirī baat jo maane to na le ishq kā naam
tū ne dukh ai dil-e-nākām bahut sā paayā
ab meri baat jo mane to na le ishq ka nam
tu ne dukh ai dil-e-nakaam bahut sa paya
दिल-ए-नाकाम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्यार में असफल दिल
دِلِ ناکام کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- نا کامیاب، کامرانی سے محروم
Showing search results for: English meaning of dilenaakaam, English meaning of dilenaaqaam
Disclaimer: This is Beta version of Rekhta Dictionary undergoing final testing before its official release. In case of any discrepancy, please write to us at dictionary@rekhta.org. or Critique us
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shu'uur
शु'ऊर
.شُعُور
understanding, wisdom, intelligence, discretion
[ Falij se muta.assir shakhs ka andaruni shu'oor hamesha karahta rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, pull, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
idraak
इदराक
.اِدْراک
understanding, sagacity, wisdom, consciousness
[ Sabki quwwat-e-idrak ek jaisi nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisas
हिसस
.حِصَص
portions, shares
[ Ambani Biradran ke bich huye tanaza ne unke hisas ki qimat gira di thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abr
अब्र
.اَبْر
cloud
[ Abr-aalud asman mein bijli ka chamakna fitri baat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHbir
मुख़बिर
.مُخْبِر
emissary, spy, informer, reporter
[ Mukhbir ki ittila par police ne ek chor ko giraftar kar lia ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahliyat
अहलियत
.اَہْلِیَت
ability, eligibility, competence, skill
[ Muqabla-jaati imtihanat mein talaba ki ahliyat aur liyaqat parakhi jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gumraah
गुमराह
.گُمْراہ
misled, misguided, heretical
[ Aaj gumrah mu'ashre ko sahi rasta dikhane wale ki zarurat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntaKHab
मुंतख़ब
.مُنتَخَب
elected
[ Haidar Ali panch saal ke liye baldiya ke chairman muntakhab kiye gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dil-e-naakaam)
dil-e-naakaam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone